Kabhi Percham Mein Lipte Hain (Urdu Version)

Hil jaati hai, her dastak per
Ma'a ko Lagta hai, may Aya
Koi piyaara hai mujhe aapsay bhi
May ba'ba say yeh keh Aya
Ghar bar hai Mera bhi peechhay
Per aagay bhi gher Mera hai!!!
May jheeloonga adheron may
Per meray baad sawera hai
Is Ghar ki Saari Khushion Ko
Ek Baar bhi ghabra nay dengay
Ek Soch bhi buri bhi sarhad say
Is Baar Nahi aanay dengay

Kabhi percham may lipte Hain
Kabhi hum ghazi hotay hein
Jo ho jaati hai maa raazi
Tou betay raazi hoty hain

Kabhi percham may lipte Hain
Kabhi hum ghazi hotay hein
Jo ho jaati hai maa raazi
Tou betay raazi hoty hain

Kiya dur Aur Kiya wehum usay
Jis pusht pey laat 'e ghumayen hum
Ho jin Kay Khun may behti wafa
Per samnay laakh balain hon
Jatay jaatay bhi mehfil say
Rukh Gulshan ka, mehkaatay hein
Wa'fit qadmon pay, Jo apnay
Wo such saabit hoja'a tay hein
Aaye hon kidher say bhi dushman
Wo tez hawa urdjaayengay
Yeh zulmat Kay wa ker sunlay
Kha' ali waapis murdjayengay

Kabhi percham may lipte Hain
Kabhi hum ghazi hotay hein
Jo ho jaati hai maa raazi
Tou betay raazi hoty hain

Kabhi percham may lipte Hain
Kabhi hum ghazi hotay hein
Jo ho jaati hai maa raazi
Tou betay raazi hoty hain

Wapis maa ki aaghosh mai
Alhumd kaha or ro di ma
Ma k ik shukr k aansu sy
Sadiyon tk gham na hon gy yaha
Dil jin k bary hon hasti sy
Ye batay hain un maaon k
Khud dhoop guzar k chan gay
Ye rasty sary chaon k
Ik zara bhi hai pak zameen
Dera na uthany hum dain gy
Ye zulmat k badal sun lain
Khali wapis mur jain gy

Kabhi percham may lipte Hain
Kabhi hum ghazi hotay hein
Jo ho jaati hai maa raazi
Tou betay raazi hoty hain

Kabhi percham may lipte Hain
Kabhi hum ghazi hotay hein
Jo ho jaati hai maa raazi
Tou betay raazi hoty hain



Credits
Writer(s): Zameer Anjum
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link