Mazloom

Kabhi shuruat hoon
Kabhi main ant hoon
Kisi ka beta hoon
Kisi ki maa hoon main
Kabhi shuruat hoon
Kabhi main ant hoon
Kisi ka beta hoon
Kisi ki maa hoon main

Andar jab shor tha
(bahar ka gul gaya)
Khidki jo band hui
(darwaza khul gaya)

Ab se yehi mera raasta hai
Raasta besakhta hai
Andar jab shor tha
(bahar ka gul gaya)
Khidki jo band hui
(darwaza khul gaya)
Raaste pe jo chala
Har kadam pe jala
Phir bhi main chala

Majloom hoon par mehfuz hoon
Dard mein bhi mehzuz hoon
Meri masoomiyat bekasur hai
Haqeeqat mujhko bhi
Haan ab manzoor hai
Haqeeqat mujhko bhi
Haan ab manzoor hai

Jiyale mein jeena
(andar mar jana hai)
Haan haan yeh pinjra hai
(par isme daana hai)

Isse ab ud jaana kahan hai
Jaisa bhi hai yeh mera jahan hai
Jiyale mein jeena
(andar mar jana hai)
Haan haan yeh pinjra hai
(par isme daana hai)
Maana hoon gamzada
Par ye sun le sada
Ab hoon apna khuda
Kabhi shuruat hoon
Kabhi main ant hoon
Kisi ka beta hoon
Kisi ki maa hoon main



Credits
Writer(s): Puneet Sharma, Montry Manuel, Pavan Kumar Kj, Varun Murali, Jishnu Dasgupta, Vasu Dixit, Sanjeeva Nayak Sooda
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link