Bhagwan Tumhari Duniya Men

Bhaghavaan tumhaaree duniyaa mein...
Kyun dil thukraae jaathe hain?
Kyun chaahane waalon ke aramaan
Matti mein milaae jaathe hain?
Bhaghavaan tumhaaree duniyaa mein...

Kyun is bedard jamaane mein...
Kyun is bedard jamaane mein...
Lakhon hee mahal aashaaon ke
Lakhon hee mahal aashaaon ke

Har roz banaae jaathe hain?
Har roz mitaae jaathe hain?
Bhaghavaan tumhaaree duniyaa mein...

Hotee hai buraai kee puja...
Hotee hai buraai kee puja...
Is teri andhi duniyaa mein

Aur nek insaan ansu kee tarah
Nazaron se giraae jaathe hain
Bhaghavaan tumhaaree duniyaa mein...

O, jeevan badhia ke mali
Teri badhia kee ye reet hai kya?
Teri badhia kee ye reet hai kya?

Jo phool khile sehre ke liye
Arthi pe chadaaye jaathe hain
Bhaghavaan tumhaaree duniyaa mein...
Kyun dil thukraae jaathe hain?
Kyun chaahane waalon ke aramaan
Matti mein milaae jaathe hain?
Bhaghavaan tumhaaree duniyaa mein...



Credits
Writer(s): Jalalabadi Qamar, Bhagatram Devichand Sharma, Husanlal Devichand Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link