Ghir Aaye Ri Kare Badra

Ghir aaye ri kaare badaraa
Main to daarungi nainon mein kajraa
Ki jiyaa mora maane naa
(o-ho, ke jiyaa mora maane naa)

Chhum-chhan ko paayal moree chanaki
Kahoon kisase lagan, haay, man kee
Ki piya mora jaane naa
(o-ho, ke piya mora jaane naa)

Aise aaye re jhonke haea ke
Ud jae moree dhaani chunariya
Do haathon mein mukhdaa cchopa ke
Maine neeche cchopa lee najariyaa

Balkhaaun, ghabaraauun dar jaaoon
Ke koyi pahachaane naa
(o-ho, ke koyi pahachaane naa)

Ghir aaye ri kaare badaraa
Main to daarungi nainon mein kajraa
Ke jiyaa mora maane naa
(o-ho, ke jiyaa mora maane naa)

Bhed khote-khare ka naa jaane
Bade bhole ri saiyaan hamaare
Meri nazaron mein aake to dekhen
Aaj kehthe hain kya ye nazare

Ye hawaayen, ghataen kab aaen
Ke, haay, koyi jaane
(o-ho, ke, haay, koyi jaane)

Ghir aaye ri kaare badaraa
Main to daarungi nainon mein kajraa
Ki jiyaa mora maane naa
(o-ho, ke jiyaa mora maane naa)



Credits
Writer(s): Prem Dhawan
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link