Aaj Maine Apna

Aaj maine aapna phir sauda kiya
Aaj maine aapna phir sauda kiya
Aur phir mein dur se dekha kiya
Aaj maine aapna phir sauda kiya

Zindagi bhar mere kam aaye asul
Zindagi bhar mere kam aaye asul
Ek ek karke unhe becha kiya
Ek ek karke unhe becha kiya
Aur phir mein dur se dekha kiya
Aaj maine aapna phir sauda kiya

Kuch kabhi apni wafao me bhi thi
Kuch kabhi apni wafao me bhi thi
Tumse kya kahte ki tumne kya kiya
Aur phir mein dur se dekha kiya
Aaj maine aapna phir sauda kiya

Ho gayi thi dil ko kuch umeed si
Ho gayi thi dil ko kuch umeed si
Khair tumne jo kiya aacha kiya
Aur phir mein dur se dekha kiya
Aaj maine aapna phir sauda kiya



Credits
Writer(s): Javed Akhtar, Jagjit Singh Dhiman
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link