Haal E Dil
Aaqa, Aaqa, Aaqa, Aaqa
Aaqa, Aaqa, Aaqa, Aaqa
Haal-e-dil kis ko sunaye aap ke hote hue?
Kyun kisi ke dar pe jaaye aap ke hote hue?
Main ghulam-e-Mustafa hoon, ye meri pehchaan hai

Ghum mujhe kyun kar sataye aap ke hote hu?

Keh raha hai aap ka Rab "انت فيهم" aapse

Kyun inhein main doon sazayein aap ke hote hue?

Samne hai ae Ali ke laal, uswah aap ka
Samne hai ae Ali ke laal, uswah aap ka
Kyun kisi ka khauf khaye aap ke hote hue?

Main ye kaise maan jaoon Shaam ke darbaar mein

Chhin le koi ridaayein aap ke hote hue

Kaun hai altaaf apna haal-e-dil jis se kahe?

Zakhm-e-dil kis ko dikhaye aap ke hote hue?

Aap ke hote hue?

Credits
Writer(s): Rao Ali Hasnain
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.