Tez Dhar

Haaa...

Ab jacket pehno
Bike nikalo, goa jao.

Petrol ka paisa, raste me nashta
Dimag ka bheja fry...

Na raste ka bharosa
Na mausam ka bharosa...

Kaun bahrega paisa
Kaun khayega goli... ha...

Main... ha ha ha.nai...

Hm hm hm hm...

Apna bas ek usool hai.
Jo sare jahan ko kubool hai

Apna bas ek usool hai.
Sare jahan ko kubool hai

Jaan jaye to jaan jaye
Par mera maal na jaye.

Maal jaye to kisi na kisi ki.he he
Jaan jaye.

Koi rehmat mange
Koi mohlat mange

Koi rehmat mange
Koi mohlat mange

Apna par ek hi javab hai yaaaar

Tez dhaar.
Hm hm hm...
Tez dhaar.
Hm...
Bassss tez dhaar

Kitna samjaya hero ko
Is desh mein har hindustani ka favourite time pass hai
Gaana aur bajana.
Aur naahi tu gaane ke liye rukega.
Naahi bajane ke liye letega
Lekin vo saala ruk gaya
Aur billa ka dil duk gaya

Bol kahan chhupega kahan chhupega bol
Bol kahan chhupega kahan chhupega

Aisi koi jagah nahi jahan bachega
Bol kahan chhupega bol kahan chhupega...

Paiso ki kya hai keemat.
Keemat to bas jaan ki hai
Jaan ki hai
Mere paiso ki keemat
Bas jaan hi hai.

Hu hm hm...
Seena zori chori ye haramkhori

Apna to ek hi jawab hai yaaaaar...
Tez dhaar.
Hu hm hm...
Tez dhaar.
Hm...
Bas tez dhaar

Jaan bach gayi to neend chali jayegi...
Neend kabhi aa bhi gayi to cheekhta hua,
Darta hua, kaampta hua jagega tu
Baar baarrrr...

Tez dhaar.
Hm hm hm...(Tez dhaar.)

Bol kahan chhupega kahan chhupega bol
Bol kahan chhupega kahan chhupega

Aisi koi jagah nahi jahan bachega
Bol kahan chhupega bol kahan chhupega

Abey saale.
Taqdeer teri chhutti pe hai
Maut tere sar pe hai
Lekin baatein aisi karta hai
Jaise zindagi tere bistar pe hai.

Main bolu aaj .
Tu bole kal to bas.(he he...)
Tez dhaar
Bol kahan chhupega kahan chhupega bol
Bol kahan chhupega kahan chhupega

Aisi koi jagah nahi jahan bachega
Bol kahan chhupega bol kahan chhupega

Hm...
Zindagi aur maut ke beech ek pal
Aur ye tez tez dhaar

Seena zori chori ye haramkhori

Apna to ek hi jawab hai yaaaaar
Tez dhaar.
Hu hm hm...
Tez dhaar.
Hm...
Tez dhaar...
Tez dhaar...
Tez dhaar...
Tez tez dha dha dha dha tez dhaar

Bol kahan chhupega kahan chhupega bol
Bol kahan chhupega kahan chhupega

Aisi koi jagah nahi jahan bachega
Bol kahan chhupega bol kahan chhupega

Kya karta boss
Public ki demand thi to billa ko ana hi pada.
Kahani khatam hone ko ayee
Aur ab tak sala action suru hi nahi hua.?
Huh. ab main aa gaya hu na
Ab dikhata hu tamasha
Dhikhata hu tereko bipasha... samja.?



Credits
Writer(s): Vishal,milap Jhaveri
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link