Tum Todo Na (Male) [From "I"]
Na koi mausam tumse accha
Oh, na koi manzar tumse accha
Haan, rehna hai sang re
Tum jo mile to lagi zindagi ye nayi-nayi (jo mile)
Ab na tum bin ji paaunga
Tum todo na dil mera
Nahi jeena yoon tere bin
Tum todo na dil mera
Nahi jeena yoon tere bin
Tum todo na mera dil
Nahi jeena yoon tere bin (tere bin, tere bin)
Tum todo na mera dil (mera dil)
Nahi jeena yoon tere bin
Tum todo na dil mera
Nahi jeena yoon tere bin
Tum todo na dil mera
Nahi jeena yoon tere bin
Oh, tum bin main dekho to kya se kya ho baitha
Tumko jo khoya to khud ko bhi kho baitha
Mujhko tu dhoonde to khud ko main paa lunga
Main tere badle mein jannat bhi na lunga
Tum todo na dil mera
Sapno ke bin aankhon ki jaise keemat koi na
Waise hoon main tere bin, meri chahat koi na
Dardon ka ek kehra hai, saansein jisko kehta hoon
Teri soorat marham hai, dooji rahat koi na
Chanda kaise hasil hoga? Ye bata
Phoolon ka khizaan se kya hai vaasta?
Tu na dekhna khwab resham ke
Tere na aansu hain gham ke
Tum todo na dil mera
Nahi jeena yoon tere bin
Tum todo na dil mera
Nahi jeena yoon tere bin
Oh, tum todo na dil mera (tum todo na dil mera, nahi jeena yoon tere bin)
Nahi jeena yoon tere bin (tum todo na dil mera, nahi jeena yoon tere bin)
Nahi jeena tere bina (tum todo na dil mera, nahi jeena yoon tere bin)
(Tum todo na dil mera, nahi jeena yoon tere bin...)
Bin tere (tum todo na dil mera)
Be-maani hai meri zindagani (nahi jeena yun tere bin)
Na todo dil mera

Credits
Writer(s): A. R. Rahman, Irshad Kamil
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Agar Tum Saath Ho (From "Tamasha")
- Kun Faya Kun (From "Rockstar")
- Nadaan Parinde (From "Rockstar")
- Saadda Haq (From "Rockstar")
- Matargashti (From "Tamasha")
- Heer Toh Badi Sad Hai (From "Tamasha")
- Tu Hai (From "Mohenjo Daro")
- Guzarish (From "Ghajini")
- Tum Todo Na (Male) [From "I"]
- Maahi Ve (From "Highway")
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.