Tabaah Ho Gaye (From "Kalank")
Sa sa sa re re ma ga pa, ma ga pa
Dha pa ma ga, dha pa ma ga, ga
Ma ga re sa sa ni ni sa...
Di nahin dua bhale
Na di kabhi bad-dua
Na khafa huye
Na hum huye kabhi bewafa
Tum magar bewafa ho gaye
Kyun khafa ho gaye?
Ke tumse juda hoke hum
Tabaah ho gaye
Tabaah ho gaye
Tabaah ho gaye
Tabaah ho gaye
Phir akhiyan mein deed ke teri deep jala jaana
Mohe chhod ke jaane ki khaatir hi laut ke aa jaana
Phir akhiyan mein deed ke teri deep jala jaana
Mohe chhod ke jaane ki khaatir hi laut ke aa jaana
Haan, gair ke humnava ho gaye
Kyun khafa ho gaye?
Ke tumse juda hoke hum
Tabaah ho gaye
Tabaah ho gaye
Tabaah ho gaye
Tabaah ho gaye
Haan, sajde mein humne maanga tha
Umar bhi humari lag jaaye tumko
Khud se hi tauba karte the
Nazar na humari lag jaaye tumko
Haan, sajde mein humne maanga tha
Umar bhi humari lag jaaye tumko
Khud se hi tauba karte the
Nazar na humari lag jaaye tumko
Hum magar...
Hum magar na-gawaara tumhein
Kis tarah ho gaye?
Ke tumse juda hoke hum
Tabaah ho gaye
Tabaah ho gaye
Tabaah ho gaye
Tabaah ho gaye
Tabaah ho gaye
Dha pa ma ga, dha pa ma ga, ga
Ma ga re sa sa ni ni sa...
Di nahin dua bhale
Na di kabhi bad-dua
Na khafa huye
Na hum huye kabhi bewafa
Tum magar bewafa ho gaye
Kyun khafa ho gaye?
Ke tumse juda hoke hum
Tabaah ho gaye
Tabaah ho gaye
Tabaah ho gaye
Tabaah ho gaye
Phir akhiyan mein deed ke teri deep jala jaana
Mohe chhod ke jaane ki khaatir hi laut ke aa jaana
Phir akhiyan mein deed ke teri deep jala jaana
Mohe chhod ke jaane ki khaatir hi laut ke aa jaana
Haan, gair ke humnava ho gaye
Kyun khafa ho gaye?
Ke tumse juda hoke hum
Tabaah ho gaye
Tabaah ho gaye
Tabaah ho gaye
Tabaah ho gaye
Haan, sajde mein humne maanga tha
Umar bhi humari lag jaaye tumko
Khud se hi tauba karte the
Nazar na humari lag jaaye tumko
Haan, sajde mein humne maanga tha
Umar bhi humari lag jaaye tumko
Khud se hi tauba karte the
Nazar na humari lag jaaye tumko
Hum magar...
Hum magar na-gawaara tumhein
Kis tarah ho gaye?
Ke tumse juda hoke hum
Tabaah ho gaye
Tabaah ho gaye
Tabaah ho gaye
Tabaah ho gaye
Tabaah ho gaye
Credits
Writer(s): Amitabh Bhattacharya, Pritaam Chakraborty
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.