Jahaan

Meray dil pay nachti
Teri palkon kay mannind
Rangeen khushian phailati
Muskurati

Jahaan mein, koi hai na houga, tujhsa

Asmaan say
Lardti jagharti
Jee mein jo aaya karti
Khwabon mein ghar hai banati
Ankhon say macholi khailti

Jahaan mein, koi hai na houga, tujhsa



Credits
Writer(s): Natasha Ejaz
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link