Yeh Moamla Koi Aur Hai

Na tera khuda koi aur hai
Na mera khuda koi aur hai
Yeh jo rastay hain juda juda
Yeh mamla koi aur hain
Kyon naheen dekhta is jahan main her shay la mehdood hai
Jub uthi nigha tu jhuk gayee yeh mamla kuch aur hai
Allah
Allah
Allah
Yeh pahar darakht aur qainat sub jhukay howay hain sajood main
Na tu bub saka na bana saka woh na phir bhi tujh say juda howa
Yeh sub ussi k hain faislay tu jan kar bhi anjan hai
Na tera khuda koi aur hai
Na mera khuda koi aur hai
Yeh jo rastay hain juda juda
Yeh mamla koi aur hain
Kyon shirk main hai tu phasa howa kyon noor say tu door hai
Allah
ALlah
ALlah
Kyon shirk main hai tu phasa howa kyon noor say tu door hai
Kyon ghoomta hai yahan wahan naheen ila koi aur hai
Na tera khuda koi aur hai
Na mera khuda koi aur hai
Yeh jo rastay hain juda juda
Yeh mamla koi aur hain
Jisay dhonta hai yahan wahan dil main tere majood hai
Allah
Allah
Allah
Jisay dhonta hai yahan wahan dil main tere majood hai
Jisay mil gaya aik bar woh usi dil main asar-e-sajood hai
Na tera khuda koi aur hai
Na mera khuda koi aur hai
Yeh jo rastay hain juda juda
Yeh mamla koi aur hain
Jo parha diya insaan ko Rehman hai Raheem hai
Allah
ALLAh
Allah
Jo parha diya insaan ko Rehman hai Raheen hai
Jub pass thee tu kitab thee parha diya tu Quran hai
Na tera khuda koi aur hai
Na mera khuda koi aur hai
Yeh jo rastay hain juda juda
Yeh mamla koi aur hain
Phir ibadatoon k hain silsilay phir qurbatoon k door hian
ALlah
Allah
ALlah
Phir ibadatoon k hain silsilay phir qurbatoon k door hian
Jo na jhuk saka na pa saka yehi silsila her door hai
Na tera khuda koi aur hai
Na mera khuda koi aur hai
Yeh jo rastay hain juda juda
Yeh mamla koi aur hain
Tu kyon poojta hia insaan ko ALlah he tu mabood hai
ALlah
ALlah
ALlah
Tu kyon poojta hia insaan ko Allah he tu mabood hai
Phir kyon hai tu gharoor main jo na jhuk saka woh firoon hia
Na tera khuda koi aur hai
Na mera khuda koi aur hai
Yeh jo rastay hain juda juda
Yeh mamla koi aur hain
Ek bar phir tu sochlay
Ek bar phir tu soochlay
WOhi rab-e-arshe kareem hai
ALlah
Allah
ALlah
Ek bar tu phri soochlay
Wohi rab-e-arshe kareem hai
JO na juhk saka woh mit gaya yehi silsila her door hai
Na tera khuda koi aur hai
Na mera khuda koi aur hai
Yeh jo rastay hain juda juda
Yeh mamla koi aur hain
Ya rab mujhay tu bakhsh day
Ya rab mujhay tu bakhsh day
Ya rab mujhay tu bakhsh day
Ya rab mujhay tu bakhsh day
Banda tu gunahgar hai
Allah
Allah
Allah
Is aass per para hoon main sajday mian rab-e-kareem k
Jo main gir gaya tha mukam say tu tu rab-e-ali mukam hai
Allah
Allah
Allah



Credits
Writer(s): Najam Sheraz
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link