Saudebazi (Encore)
Seedhe-saadhe saara-sauda seedha-seedha hona ji
Maine tumko paana hai, ya tune mere ko khona ji?
Aaja, dil ki karein saude-baazi, kya naaraazi?
Are, aa re, aa re, aa (aa re, aa re, aa)

Sauda hai dil ka yeh, tu kar bhi le
Mera jahaan baahon mein tu bhar bhi le
Saude mein de qasam, qasam bhi le
Aake tu nigahon mein sanwar bhi le
Sauda udaanon ka hai, ya aasmanon ka hai?
Le-le udaan meri, le mere par bhi le
Sauda umeedon ka hai, khwabon ka, neendon ka hai
Le-le tu neendein meri, nainon mein bhar bhi le

Are, aa re, aa re, yaar (aa re, aa re, aa)
Dil kahe, "Tere main honton se baaton ko chupke se loon utha"
Us jagah dheere se, haule se geeton ko apne main doon bitha
Ho, dil kahe, "Tere main honton se baaton ko chupke se loon utha"

Sauda taranon ka hai, dil ke fasanon ka hai
Le-le tarane mere, honton pe dhar bhi le
Sauda ujalo ka hai, roshan khayalon ka hai
Le-le ujale mere, aaja nazar bhi le

(Seedhe-saadhe, seedha-seedha)
(Maine tumko, tune mere ko)
(Aa re, aa re, aa re, aa)
Main kabhi bhooloonga na tujhe, chahe tu mujhko dena bhula
Aadatein jaisi hai tu meri, aadatein kaise bhooloon bhala?
Oh, main kabhi bhooloonga na tujhe, chahe tu mujhko dena bhula

Sauda yeh waadon ka hai, yaadon, iraadon ka hai
Le-le tu waade chahe, tu toh mukar bhi le
Sauda isharon ka hai, chahat ke maaron ka hai
Le-le ishaare mere, inka asar bhi le

Are, aa re, aa re, aa

(Aa re, aa re, aa)

Credits
Writer(s): Irshad Kamil
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.