Ameen Sabri feat. Fareed Sabri, Jaspinder Narula, Sanjay Kapoor, Priya Gill, Sushmita Sen & Salman Khan -
Sirf Tum
Ek Mulaqat Zaruri Hai Sanam
Saans aati hai, saans jaati hai
Sirf mujhko hai intezaar tera
Aansuon ki ghatayein pee-pee ke
Ab toh kehta hai yahi pyaar mera
"Zinda rehne ke liye, teri qasam
Zinda rehne ke liye, teri qasam
Ek mulaqat zaroori hai, sanam
Ek mulaqat zaroori hai, sanam"
Zinda rehne ke liye, teri qasam
Zinda rehne ke liye, teri qasam
Ek mulaqat zaroori hai, sanam
Ek mulaqat zaroori hai, sanam
Ek mulaqat (zaroori hai, sanam)
Ek mulaqat zaroori hai, sanam
Teri chaahaton ne yeh kya gham diya
(Teri chaahaton ne yeh kya gham diya)
Tere ishq ne yoon deewana kiya
(Tere ishq ne yoon deewana kiya)
Zamane se mujhko begana kiya
(Zamane se mujhko begana kiya)
Deewane, tere pyaar mein bada hi bura haal hai
Khadi hoon teri raah mein, na hosh hai, na khayaal hai
(Deewane, tere pyaar mein bada hi bura haal hai)
(Khadi hoon teri raah mein, na hosh hai, na khayaal hai)
Na hosh hai, na khayaal hai
Ek mulaqat (zaroori hai, sanam)
Ek mulaqat (zaroori hai, sanam)
Ek mulaqat (zaroori hai, sanam)
Ek mulaqat (zaroori hai, sanam)
Zinda rehne ke liye, teri qasam
Zinda rehne ke liye, teri qasam
(Ek mulaqat zaroori hai, sanam)
Ek mulaqat zaroori hai, sanam
Mere saath mein ro raha aasmaan
(Mere saath mein ro raha aasmaan)
Mera pyaar khoya hai jaane kahaan
(Mera pyaar khoya hai jaane kahaan)
Usey dhoondhti main yahaan se wahaan
(Usey dhoondhti main yahaan se wahaan)
Milan ki mujhe aas hai, nikalti nahin jaan hai
Main kitni majboor hoon, yeh kaisa imtihaan hai?
(Milan ki mujhe aas hai, nikalti nahin jaan hai)
(Main kitni majboor hoon, yeh kaisa imtihaan hai?)
Yeh kaisa imtihaan hai?
(Ek mulaqat zaroori hai, sanam)
Ek mulaqat (zaroori hai, sanam)
Ek mulaqat (zaroori hai, sanam)
Ek mulaqat zaroori hai, sanam
Ek mulaqat, mulaqat, mulaqat
Mulaqat, mulaqat, mulaqat, mulaqat
(Mulaqat, mulaqat, mulaqat, mulaqat)
Ek mulaqat zaroori hai, sanam
Zaroori hai, sanam, zaroori hai, sanam
Mulaqat (zaroori hai, sanam)
Ek mulaqat (zaroori hai, sanam)
Ek mulaqat (zaroori hai, sanam)
Zinda rehne ke liye, teri qasam
Zinda rehne ke liye, teri qasam
Ek mulaqat (zaroori hai, sanam)
Ek mulaqat zaroori hai, sanam
Mulaqat, mulaqat, mulaqat, mulaqat
Mulaqat, mulaqat, mulaqat, mulaqat
Ek mulaqat zaroori, zaroori hai, sanam
(Mulaqat, mulaqat, mulaqat, mulaqat)
(Mulaqat, mulaqat, mulaqat, mulaqat)
Ek mulaqat zaroori hai, sanam
Aaj mulaqat zaroori...
(Ek mulaqat zaroori hai, sanam)
(Ek mulaqat zaroori hai, sanam)
Ek mulaqat zaroori hai, sanam
Zaroori hai, sanam, zaroori hai, sanam
Mulaqat zaroori hai, sanam
Ek mulaqat zaroori hai, sanam
Meri aankhon mein jale tere khwabon ke diye
Kitni bechain hoon main yaar se milne ke liye
(Meri aankhon mein jale tere khwabon ke diye)
(Kitni bechain hoon main yaar se milne ke liye)
Mere bichhde dilbar, tu jo ek baar mile
Chain aa jaaye mujhe jo tera deedaar mile
(Mere bichhde dilbar, tu jo ek baar mile)
(Chain aa jaaye mujhe jo tera deedaar mile)
Maseeha mere, dua de mujhe
(Maseeha mere, dua de mujhe)
Karoon ab main kya? Bata de mujhe
(Karoon ab main kya? Bata de mujhe)
Koi raasta dikha de mujhe
(Koi raasta dikha de mujhe)
Mere yaar se mila de mujhe
(Mere dard ki dawa de mujhe)
Aa, aa, aa
Kahin na ab sukoon hai, kahin na ab qaraar hai
Milega mera saathiya, mujhe toh aitbaar hai
(Milega mera saathiya, mujhe toh aitbaar hai)
Mujhe toh aitbaar hai
Ek mulaqat (zaroori hai, sanam)
Ek mulaqat zaroori hai, sanam
Ek mulaqat (zaroori hai, sanam)
(Ek mulaqat zaroori hai, sanam)
Ek mulaqat zaroori hai, sanam
Ek mulaqat zaroori hai, sanam
Ek mulaqat, mulaqat, mulaqat
Mulaqat, mulaqat, mulaqat, mulaqat
(Mulaqat, mulaqat, mulaqat, mulaqat)
Saans aati hai, saans jaati hai
Sirf mujhko hai intezaar tera
Zinda rehne ke liye, teri qasam
Zinda rehne ke liye, teri qasam
Ek mulaqat (zaroori hai, sanam)
Ek mulaqat (zaroori hai, sanam)
Ek mulaqat (zaroori hai, sanam)
Ek mulaqat zaroori hai, sanam
(Ek mulaqat zaroori hai, sanam)
(Ek mulaqat zaroori hai, sanam)
(Ek mulaqat zaroori hai, sanam) mulaqat, mulaqat
(Ek mulaqat zaroori hai, sanam) zaroori hai
(Ek mulaqat zaroori hai, sanam) zaroori hai
(Ek mulaqat zaroori hai, sanam) sanam
Sirf mujhko hai intezaar tera
Aansuon ki ghatayein pee-pee ke
Ab toh kehta hai yahi pyaar mera
"Zinda rehne ke liye, teri qasam
Zinda rehne ke liye, teri qasam
Ek mulaqat zaroori hai, sanam
Ek mulaqat zaroori hai, sanam"
Zinda rehne ke liye, teri qasam
Zinda rehne ke liye, teri qasam
Ek mulaqat zaroori hai, sanam
Ek mulaqat zaroori hai, sanam
Ek mulaqat (zaroori hai, sanam)
Ek mulaqat zaroori hai, sanam
Teri chaahaton ne yeh kya gham diya
(Teri chaahaton ne yeh kya gham diya)
Tere ishq ne yoon deewana kiya
(Tere ishq ne yoon deewana kiya)
Zamane se mujhko begana kiya
(Zamane se mujhko begana kiya)
Deewane, tere pyaar mein bada hi bura haal hai
Khadi hoon teri raah mein, na hosh hai, na khayaal hai
(Deewane, tere pyaar mein bada hi bura haal hai)
(Khadi hoon teri raah mein, na hosh hai, na khayaal hai)
Na hosh hai, na khayaal hai
Ek mulaqat (zaroori hai, sanam)
Ek mulaqat (zaroori hai, sanam)
Ek mulaqat (zaroori hai, sanam)
Ek mulaqat (zaroori hai, sanam)
Zinda rehne ke liye, teri qasam
Zinda rehne ke liye, teri qasam
(Ek mulaqat zaroori hai, sanam)
Ek mulaqat zaroori hai, sanam
Mere saath mein ro raha aasmaan
(Mere saath mein ro raha aasmaan)
Mera pyaar khoya hai jaane kahaan
(Mera pyaar khoya hai jaane kahaan)
Usey dhoondhti main yahaan se wahaan
(Usey dhoondhti main yahaan se wahaan)
Milan ki mujhe aas hai, nikalti nahin jaan hai
Main kitni majboor hoon, yeh kaisa imtihaan hai?
(Milan ki mujhe aas hai, nikalti nahin jaan hai)
(Main kitni majboor hoon, yeh kaisa imtihaan hai?)
Yeh kaisa imtihaan hai?
(Ek mulaqat zaroori hai, sanam)
Ek mulaqat (zaroori hai, sanam)
Ek mulaqat (zaroori hai, sanam)
Ek mulaqat zaroori hai, sanam
Ek mulaqat, mulaqat, mulaqat
Mulaqat, mulaqat, mulaqat, mulaqat
(Mulaqat, mulaqat, mulaqat, mulaqat)
Ek mulaqat zaroori hai, sanam
Zaroori hai, sanam, zaroori hai, sanam
Mulaqat (zaroori hai, sanam)
Ek mulaqat (zaroori hai, sanam)
Ek mulaqat (zaroori hai, sanam)
Zinda rehne ke liye, teri qasam
Zinda rehne ke liye, teri qasam
Ek mulaqat (zaroori hai, sanam)
Ek mulaqat zaroori hai, sanam
Mulaqat, mulaqat, mulaqat, mulaqat
Mulaqat, mulaqat, mulaqat, mulaqat
Ek mulaqat zaroori, zaroori hai, sanam
(Mulaqat, mulaqat, mulaqat, mulaqat)
(Mulaqat, mulaqat, mulaqat, mulaqat)
Ek mulaqat zaroori hai, sanam
Aaj mulaqat zaroori...
(Ek mulaqat zaroori hai, sanam)
(Ek mulaqat zaroori hai, sanam)
Ek mulaqat zaroori hai, sanam
Zaroori hai, sanam, zaroori hai, sanam
Mulaqat zaroori hai, sanam
Ek mulaqat zaroori hai, sanam
Meri aankhon mein jale tere khwabon ke diye
Kitni bechain hoon main yaar se milne ke liye
(Meri aankhon mein jale tere khwabon ke diye)
(Kitni bechain hoon main yaar se milne ke liye)
Mere bichhde dilbar, tu jo ek baar mile
Chain aa jaaye mujhe jo tera deedaar mile
(Mere bichhde dilbar, tu jo ek baar mile)
(Chain aa jaaye mujhe jo tera deedaar mile)
Maseeha mere, dua de mujhe
(Maseeha mere, dua de mujhe)
Karoon ab main kya? Bata de mujhe
(Karoon ab main kya? Bata de mujhe)
Koi raasta dikha de mujhe
(Koi raasta dikha de mujhe)
Mere yaar se mila de mujhe
(Mere dard ki dawa de mujhe)
Aa, aa, aa
Kahin na ab sukoon hai, kahin na ab qaraar hai
Milega mera saathiya, mujhe toh aitbaar hai
(Milega mera saathiya, mujhe toh aitbaar hai)
Mujhe toh aitbaar hai
Ek mulaqat (zaroori hai, sanam)
Ek mulaqat zaroori hai, sanam
Ek mulaqat (zaroori hai, sanam)
(Ek mulaqat zaroori hai, sanam)
Ek mulaqat zaroori hai, sanam
Ek mulaqat zaroori hai, sanam
Ek mulaqat, mulaqat, mulaqat
Mulaqat, mulaqat, mulaqat, mulaqat
(Mulaqat, mulaqat, mulaqat, mulaqat)
Saans aati hai, saans jaati hai
Sirf mujhko hai intezaar tera
Zinda rehne ke liye, teri qasam
Zinda rehne ke liye, teri qasam
Ek mulaqat (zaroori hai, sanam)
Ek mulaqat (zaroori hai, sanam)
Ek mulaqat (zaroori hai, sanam)
Ek mulaqat zaroori hai, sanam
(Ek mulaqat zaroori hai, sanam)
(Ek mulaqat zaroori hai, sanam)
(Ek mulaqat zaroori hai, sanam) mulaqat, mulaqat
(Ek mulaqat zaroori hai, sanam) zaroori hai
(Ek mulaqat zaroori hai, sanam) zaroori hai
(Ek mulaqat zaroori hai, sanam) sanam
Credits
Writer(s): Sameer
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.