Laapata Rebirth
(Tu hai laapata)
(Haan, main bhi laapata)
Aankhon ko yoon band kar ke
Dheeme-dheeme gin-gin ke
Dhoondho humein, hum hain kahan
Oh, bhoole se fasane hain
Zameen se begane hain
Dekho, huye hum toh hawa
Dil ke kinaare, khwabon ke neeche
Hai khoya-khoya apna jahan
Main laapata, tu laapata
Hosh-o-hawaas hain laapata, haan
(Tu hai laapata)
(Haan, main bhi laapata)
Haan, yeh zid hai meri
Tujhko hi sochenge ab hum
Roshni yeh teri
Khwabon mein rakhenge band hum
Haan, subah kab soyi, taare kab jaage
Hum bhoole hain ke kab kya hua
Main laapata, tu laapata
Hosh-o-hawaas hain laapata, haan
Aankhon ko yoon band kar ke
Dheeme-dheeme gin-gin ke
Dhoondho humein, hum hain kahan
Oh, bhoole se fasane hain
Zameen se begane hain
Dekho, huye hum toh hawa
Dil ke kinaare, khwabon ke neeche
Hai khoya-khoya apna jahan
Main laapata, tu laapata
Hosh-o-hawaas hain laapata, haan
(Haan, main bhi laapata)
Aankhon ko yoon band kar ke
Dheeme-dheeme gin-gin ke
Dhoondho humein, hum hain kahan
Oh, bhoole se fasane hain
Zameen se begane hain
Dekho, huye hum toh hawa
Dil ke kinaare, khwabon ke neeche
Hai khoya-khoya apna jahan
Main laapata, tu laapata
Hosh-o-hawaas hain laapata, haan
(Tu hai laapata)
(Haan, main bhi laapata)
Haan, yeh zid hai meri
Tujhko hi sochenge ab hum
Roshni yeh teri
Khwabon mein rakhenge band hum
Haan, subah kab soyi, taare kab jaage
Hum bhoole hain ke kab kya hua
Main laapata, tu laapata
Hosh-o-hawaas hain laapata, haan
Aankhon ko yoon band kar ke
Dheeme-dheeme gin-gin ke
Dhoondho humein, hum hain kahan
Oh, bhoole se fasane hain
Zameen se begane hain
Dekho, huye hum toh hawa
Dil ke kinaare, khwabon ke neeche
Hai khoya-khoya apna jahan
Main laapata, tu laapata
Hosh-o-hawaas hain laapata, haan
Credits
Writer(s): Anvita Dutt Guptan, Sohail Sen
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.