Prarambh
Haan!
Shuru karte hai kya
Pehli baar.
Prarambh karu ab shabdoka
Mere shabdo me baarud bhara
Pehla gaana mene likha hai
Aaja lala tu sunn le jara
Hai yeh asliyat, jo bhi baatein kare tu
Hai woh sab galat, jo bhi baatein karu main
Hongi sab woh sach, leta hu kasam
Hip hop mein aaya naya stambh main
Tujhe sunane meri baatein tujhe batane
Shabdkosh mera itna hai bhaari
Itna hai tez jaise ki aari
Yeh chal jayega tu dekhte rahega
Main gaane banaunga tu sunte rahega
Tu sekhte rahega, teri roti tere tave pe
Haan!
Woh toh hona hai.
Kyuki tujhe khana hai,
Jo farz hai tera nibhana hai
Yaha kaafi paisa kamana hai.
Bambai toh bada deewaana hai
Yaha kaafi saare jhol hai
Nashe ke liye yaha roll hai
Kyu karta tu hame troll be
Yeh duniya saari gol hai
Tu toh dhol hai, jo kabhi bajta nahi
Control tu kyu karta nahi.
Ab aagaye hum iss khel mein
Hum karenge dil chahega sahi
Naadan hai apne pitaji ka ladka
Kyu bada hoke tu unpe hai bhadka
Jisne diya tujhe jeewan daan hai tu
Uski jara bhi qadar nahi karta
Likhta hu jo bhi sach me hu dekhta
Tu khudpe bharosa na rakhta
Kyu tujhpe koi crush nahi karta
Baat sunn ya milega thujhe jhatka
Aaja tujhe sikha denge hum
Shayar tujhe bana denge hum
In saare rappero ki aawaz hai numb
Tabhi toh mene kiya hai yeh PRARAMBH
Mene kiya hai mera prarambh
Bharne mere saare zakham
Lo ab aagaya hu main
Karne awaazein tumhaari numb
Mene kiya hai mera prarambh
Bharne mere saare zakham
Lo ab aagaya hu main
Karne awaazein tumhaari numb
Zakham dil pe hai unhe kaise bharu
Jo mene khoya hai kyu usse yaad karu
Ek baat kahu, halaat kahu
Mere paas hai waqt
Kyu barbaad karu
Mulaqaat karu unse main
Dus saal pehle mila tha jinse main
Na karna tu kabhi bhi buri sangat
Yeh sab le lenge tujhe jhaanse mein
Sirf Dard hai sukoon nahi
Sab badal gaya par junoon wahi
Sabke haathon mein hai kaanoon yahi
Yeh kaatenge gardan nakhoon nahi
Yeh scene ek bhool bhulaiya hai
Ek saath tu do do ka saiyaan hai
Padhai me doobi teri naiyaan hai
Bunk marke tu naache chaiyya chaiyya hai
Tera bada bhaiyaa hai aur woh maiyya hai
Jo teri kare chinta.
Tere saath tere chiller
Main toh killer be
Mere saath meri jantaaa
Kuch kar le shuru zindagi mein
Ya milega tujhe ...
Haan!
Sabar rakh dimaag rakh thanda
Ya aake dekh le mujhe
Main hu bada dheet banda.
Yeh toh shuruaat hai
Hum phir aayeny
Hum phir aayenge
Hum phir aayenge.
Mene kiya hai mera PRARAMBH
Bharne mere saare zakham
Lo ab aagaya hu main
Karne awaazein tumhaari Numb.
Phir Milenge,
Shuru karte hai kya
Pehli baar.
Prarambh karu ab shabdoka
Mere shabdo me baarud bhara
Pehla gaana mene likha hai
Aaja lala tu sunn le jara
Hai yeh asliyat, jo bhi baatein kare tu
Hai woh sab galat, jo bhi baatein karu main
Hongi sab woh sach, leta hu kasam
Hip hop mein aaya naya stambh main
Tujhe sunane meri baatein tujhe batane
Shabdkosh mera itna hai bhaari
Itna hai tez jaise ki aari
Yeh chal jayega tu dekhte rahega
Main gaane banaunga tu sunte rahega
Tu sekhte rahega, teri roti tere tave pe
Haan!
Woh toh hona hai.
Kyuki tujhe khana hai,
Jo farz hai tera nibhana hai
Yaha kaafi paisa kamana hai.
Bambai toh bada deewaana hai
Yaha kaafi saare jhol hai
Nashe ke liye yaha roll hai
Kyu karta tu hame troll be
Yeh duniya saari gol hai
Tu toh dhol hai, jo kabhi bajta nahi
Control tu kyu karta nahi.
Ab aagaye hum iss khel mein
Hum karenge dil chahega sahi
Naadan hai apne pitaji ka ladka
Kyu bada hoke tu unpe hai bhadka
Jisne diya tujhe jeewan daan hai tu
Uski jara bhi qadar nahi karta
Likhta hu jo bhi sach me hu dekhta
Tu khudpe bharosa na rakhta
Kyu tujhpe koi crush nahi karta
Baat sunn ya milega thujhe jhatka
Aaja tujhe sikha denge hum
Shayar tujhe bana denge hum
In saare rappero ki aawaz hai numb
Tabhi toh mene kiya hai yeh PRARAMBH
Mene kiya hai mera prarambh
Bharne mere saare zakham
Lo ab aagaya hu main
Karne awaazein tumhaari numb
Mene kiya hai mera prarambh
Bharne mere saare zakham
Lo ab aagaya hu main
Karne awaazein tumhaari numb
Zakham dil pe hai unhe kaise bharu
Jo mene khoya hai kyu usse yaad karu
Ek baat kahu, halaat kahu
Mere paas hai waqt
Kyu barbaad karu
Mulaqaat karu unse main
Dus saal pehle mila tha jinse main
Na karna tu kabhi bhi buri sangat
Yeh sab le lenge tujhe jhaanse mein
Sirf Dard hai sukoon nahi
Sab badal gaya par junoon wahi
Sabke haathon mein hai kaanoon yahi
Yeh kaatenge gardan nakhoon nahi
Yeh scene ek bhool bhulaiya hai
Ek saath tu do do ka saiyaan hai
Padhai me doobi teri naiyaan hai
Bunk marke tu naache chaiyya chaiyya hai
Tera bada bhaiyaa hai aur woh maiyya hai
Jo teri kare chinta.
Tere saath tere chiller
Main toh killer be
Mere saath meri jantaaa
Kuch kar le shuru zindagi mein
Ya milega tujhe ...
Haan!
Sabar rakh dimaag rakh thanda
Ya aake dekh le mujhe
Main hu bada dheet banda.
Yeh toh shuruaat hai
Hum phir aayeny
Hum phir aayenge
Hum phir aayenge.
Mene kiya hai mera PRARAMBH
Bharne mere saare zakham
Lo ab aagaya hu main
Karne awaazein tumhaari Numb.
Phir Milenge,
Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.