Hungama Hai Kyon (Live)
hungama hai kyon barpa thodi si jo pee lee hai
daaka to nahi daala chori to nahi ki hai
us mai se nahi matlab dil jis se ho begana
maqsood hai us mai se dil hi mein jo khichtee hai
sooruj mein lagay dhabba fitarat ke karishmay hain
boot hum ko kahein kaafir allah ki marzi hai
na tajruba kaari se waaiz ki yeh baatein hain
is rang ko kya jaane poochho to kabhi pee hai
har zarra chamakta hai anwaar-e-ilaahi se
har saans yeh kahtee hai hum hain to khuda bhi hai

Credits
Writer(s): Ghulam Ali
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.