Woh Din (Arijit Singh Version) [From "Chhichhore"]

Yaadon ke purane album mein
Chhupa ke rakhe hain humne woh din
Gullak mein padi chawanni si
Bacha ke rakhe hain humne woh din

Na kisi manzil ki fikar thi
Zindagi jeene ki umar thi
Dosti aur doston se
Udhaar ke din the

Woh din bhi kya din the!
(Whoa-oh-oh, whoa-oh-oh)
Mm, woh din bhi kya din the!
(Whoa-oh-oh, whoa-oh-oh)

Woh din bhi kya din the!
(Whoa-oh-oh, whoa-oh-oh)
Woh din bhi kya din the!
(Whoa-oh-oh, whoa-oh-oh)

Bigde hue insaan the
Shaitaan ki santaan the
Mm, lekin, brother, jo bhi kaho
Woh yaar hi toh jaan the

College ki kudi se
Karne aankhein chaar ke din the
Aaye zindagi mein
Pehle-pehle pyaar ke din the

Woh din bhi kya din the!
(Whoa-oh-oh, whoa-oh-oh)
Woh din bhi kya din the!
(Whoa-oh-oh, whoa-oh-oh)
Woh din bhi kya din the!

Kharboozon ko kharboozon ki
Mili si sangat ke apne woh din
Oh, jeevan pe nayi jawaani ki
Chadhi si rangat ke apne woh din

Yaad hain filmon ke purane
R.D. Burman ke woh gaane
Band ke, keyboard ke
Aur guitar ke din the

Woh din bhi kya din the!
(Whoa-oh-oh, whoa-oh-oh)
Woh din bhi kya din the!
(Whoa-oh-oh, whoa-oh-oh)

Woh din bhi kya din the!
(Whoa-oh-oh, whoa-oh-oh)
Woh din bhi kya din the!
(Whoa-oh-oh, whoa-oh-oh)



Credits
Writer(s): Pritaam Chakraborty, Amitabh Bhattacharya
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link