Ek Wajah

Zindagi ek wajah de
Mujhko jeene ki na itni saza de
Soniye ek wajah de
Tujhko khona du na itni saza de
Zindagi ek wajah de
Mujhko jeene ki na itni saza de
Soniye ek wajah de
Tujhko khona du na itni saza de

Tujko dekhte hi mujhko sukoon milta hai
Tujhe dekhu na jab bhi mai mera din nhi dhalta hai
Tujko dekhte hi mujhko sukoon milta hai
Tujhe dekhu na jab bhi mai mera din nhi dhalta hai
Meri zindagi mein aake mujhe khud se jyada chaha
Lavz krne the bayaan phir bhi mai keh hi na paaya
Meri issi chahat ko hai tera hi hai sahara
Tune choda to kaise jiyunga mai ab dobara
Meri issi chahat ko apne dil mai tu jagha de
Aoni baahon mai tou thodi si tu mujhko panaah de panaah de

Lelu teri saari uljhane aur tere saare gham
Dedu tujhe saari mai tou khushiyaan ohh mere humdum
Lelu teri saari uljhane aur tere saare gham
Dedu tujhe saari mai tou khushiyaan ohh mere humdum

Khaayi hai saari kasme
Khaayi hai joh saugaate
Beet gyi hai joh woh raate sochta hu teri baate
Rab se johmanga maine
Mujhko hai milgya
Thoda sa hai baaki thoda chin gya
Badh gye hai faasle bas tu hai saath mai
Mere dil ko bhi jeene ki ek wajah de

Zindagi ek wajah de
Mujhko jeene ki na itni saza de
Soniye ek wajah de
Tujhko khona du na itni saza de

Zindagi ek wajah de
Mujhko jeene ki na itni saza de
Soniye ek wajah de
Tujhko khona du na itni saza de

Sazaa de sazza de
Sazaa de sazza de
Sazaa de sazza de hmmm hmmm
Sazaa de sazza de
Sazaa de sazza de
Sazaa de sazza de hmmm hmmm



Credits
Writer(s): Akrajput
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link