Ishq Ke Gunah Mein
Badalte shaher badalte jazbaat
Niklati nahin zahen se ik baat
Hai tanha raatein aur tanha alfaaz
Barso hue jaise tumse mulakaat
Hai kami teri aahton ki tere ahsaas ki
Hai kami mujhmein teri mehak se mehakte libaas ki
Raha hun main kaafir shayad kisi janam mein
Jo kami hai mujhme tere vasal-e-pyar ki
Tere akhri lafzon se hua hai dil zakhmi
Vo ankahi baatein vo aankho mein nami
Tu aye na aaye teri yaad hi sahi
Har ashq se niklegi tere liye dua hi
Na jaane kyun khuda ne tumhe bheja meri panah mein
Maine paya aur sab khoya is ishq ke gunah mein
Har lamha zehan mein uth te hai sawaal
Dega kaun pal pal ka jawab
Khamosh hue jo lab na bolenge kabhi
Dil hi dil mein rah jaenge jazbaat
Vo o o... vo o oo
Tere akhri lafzon se hua hai dil zakhmi
Vo unkahi baatein vo aankho mein nami
Tu aye na aaye teri yaad hi sahi
Har ashq se niklegi tere liye dua hi
Na jaane kyun khuda ne tumhe bheja meri panah mein
Maine paya aur sab khoya is ishq ke gunah mein
Niklati nahin zahen se ik baat
Hai tanha raatein aur tanha alfaaz
Barso hue jaise tumse mulakaat
Hai kami teri aahton ki tere ahsaas ki
Hai kami mujhmein teri mehak se mehakte libaas ki
Raha hun main kaafir shayad kisi janam mein
Jo kami hai mujhme tere vasal-e-pyar ki
Tere akhri lafzon se hua hai dil zakhmi
Vo ankahi baatein vo aankho mein nami
Tu aye na aaye teri yaad hi sahi
Har ashq se niklegi tere liye dua hi
Na jaane kyun khuda ne tumhe bheja meri panah mein
Maine paya aur sab khoya is ishq ke gunah mein
Har lamha zehan mein uth te hai sawaal
Dega kaun pal pal ka jawab
Khamosh hue jo lab na bolenge kabhi
Dil hi dil mein rah jaenge jazbaat
Vo o o... vo o oo
Tere akhri lafzon se hua hai dil zakhmi
Vo unkahi baatein vo aankho mein nami
Tu aye na aaye teri yaad hi sahi
Har ashq se niklegi tere liye dua hi
Na jaane kyun khuda ne tumhe bheja meri panah mein
Maine paya aur sab khoya is ishq ke gunah mein
Credits
Writer(s): Ezra Helios
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.