Pyaar Ki Kamna - Studio
Pyar mein. ik dil ki jeet hai,
Ik dil ki haar hai
Har dil hai mohra pyaar mein
Pyaar mein, ik dil maqroor hai,
Ik gham se choor hai
Har dil hai mohra pyaar mein
Ho ho ho, kisi ke liye, rab ki raza
Kisi ke liye, gehari saza
Dono chehre iske judaa
Hai maza pyar mein
Pyaar mein. ik dil ki jeet hai,
Ik dil ki haar hai
Har dil hai mohra pyar mein
Kehte hain pyar woh hai,
Kaanto ka haar jo hai
Ya phir kisi ki khaatir,
Rim-jhim puhaar woh hai
Chingariyon ke jaisa,
Dil ka malaal hai toh
Taqdeer mein kisi ki,
Jashn-e-bahaar woh hai
Ek sa, kab iss ka roop hai
Ik pal yeh doop hai
Ik pal hai kohra pyaar mein
Pyaar mein. ik dil ki jeet hai,
Ik dil ki haar hai
Har dil hai mohra pyaar mein
Ho ho ho, kisi ke liye, ujli subha
Kisi ke liye, hai kadvi zuban
Dono chehre iss ke juda
Hai maza pyaar mein
Marz kabhi, kabhi hai dava
Kabhi hai adam toh kabhi hai dhuan
Dono chehre iss ke juda
Hai maza pyaar mein
Ik dil ka hausla hai,
khushiyon ka silsila hai
Toh koi dil bechara,
rukha hai dil jala hai
Tohfe mein yeh kisi ko,
dono jahaan de de
Badle mein kyun kisi ko,
afsos hi mila hai
Pankh hain, kyun ik dil ke liye
Aur dujhe ke liye
Har lamha behra pyaar mein
Pyaar mein. ik dil ki jeet hai,
Ik dil ki haar hai,,
Har dil hai mohra pyaar mein
Ho ho ho, kise ke liye, mehki hawa
Kise ke liye, hai sirf jafa
Dono chehre iss ke juda
Hai maza pyar mein
Marz kabhi, kabhi hai daba
Kabhi hai adam toh kabhi hai dhuaan
Dono chehre iss ke juda,
Hai maza pyar mein
by anberlin
Ik dil ki haar hai
Har dil hai mohra pyaar mein
Pyaar mein, ik dil maqroor hai,
Ik gham se choor hai
Har dil hai mohra pyaar mein
Ho ho ho, kisi ke liye, rab ki raza
Kisi ke liye, gehari saza
Dono chehre iske judaa
Hai maza pyar mein
Pyaar mein. ik dil ki jeet hai,
Ik dil ki haar hai
Har dil hai mohra pyar mein
Kehte hain pyar woh hai,
Kaanto ka haar jo hai
Ya phir kisi ki khaatir,
Rim-jhim puhaar woh hai
Chingariyon ke jaisa,
Dil ka malaal hai toh
Taqdeer mein kisi ki,
Jashn-e-bahaar woh hai
Ek sa, kab iss ka roop hai
Ik pal yeh doop hai
Ik pal hai kohra pyaar mein
Pyaar mein. ik dil ki jeet hai,
Ik dil ki haar hai
Har dil hai mohra pyaar mein
Ho ho ho, kisi ke liye, ujli subha
Kisi ke liye, hai kadvi zuban
Dono chehre iss ke juda
Hai maza pyaar mein
Marz kabhi, kabhi hai dava
Kabhi hai adam toh kabhi hai dhuan
Dono chehre iss ke juda
Hai maza pyaar mein
Ik dil ka hausla hai,
khushiyon ka silsila hai
Toh koi dil bechara,
rukha hai dil jala hai
Tohfe mein yeh kisi ko,
dono jahaan de de
Badle mein kyun kisi ko,
afsos hi mila hai
Pankh hain, kyun ik dil ke liye
Aur dujhe ke liye
Har lamha behra pyaar mein
Pyaar mein. ik dil ki jeet hai,
Ik dil ki haar hai,,
Har dil hai mohra pyaar mein
Ho ho ho, kise ke liye, mehki hawa
Kise ke liye, hai sirf jafa
Dono chehre iss ke juda
Hai maza pyar mein
Marz kabhi, kabhi hai daba
Kabhi hai adam toh kabhi hai dhuaan
Dono chehre iss ke juda,
Hai maza pyar mein
by anberlin
Credits
Writer(s): Jai Shanker Mishra, Sudeep Banerjee
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
Altri album
- Fakeer
- Koddi Koddiga Premistha (From "Ala Ninnu Cheri") - Single
- Kadhile Kaalam Aagindhe (From "Nachinavadu") - Single
- Woh Pagli Si Ladki Yaad Aati Hai (From "Ajab Tamasha") - Single
- KHAMAKHA - Single
- Abhas Ki Bhas Ha (From "Gettogether") - Single
- Chota Sa Ghar - Single
- Bheege Lamhon Mein - Single
- Asama Pe Badalo Ka (From "Raundal") - Single
- Dhagan Aabhal (From "Raundal") - Single
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.