Sidhe Pahad Se (feat. Exult Yowl)

Apni zindagi saral, gaaon me hai ghar
Mujhme sabar, tujhko khabar
Apne khwabon ko pura karne ka safar

Duniya jaanti Tera Bhai, pahado ki awaaz
Thoda waqt laga mujhko lekin hum bhi toh nawaaz.

Sidhe Pahaad se, Sidhe Pahad Se
Dil se likha geet, nahi likha maine haath se

Sidhe Pahad Se, Sidhe Pahaad Se
Thandi is fizaae na ye fisle mere hath se

Sidhe Pahad Se, Sidhe Pahaad Se
Dar nahi lagta yahan pe sher ki dahaad se

Sidhe Pahaad Se, Sidhe Pahaad Se
Aur daaju

Pahaado ka Ye pyaar, humare khoon meh basa
Dekh in waadio ki aankhon meh kuch alag hi nasha
Afsoon, ne dada yahan pe udte in fizaon ko
Door jaana pade phirbhi dil wahin fasa

Bachpan meh maa bolti thi ki, beta thoda tez hoja
Log bech khaenge varna, sidhe saade dil me socha
Par asar Na hua dil me, jaisi hoti Kai
Filme
Gaya apni feelings silne, end meh tufano se Milne

Jahan pe ghar woh hai shero ka ilaka
Sayi meh sayi meh, dekha ek sher, jab maine jhaka
Apni khidki se, jaldi se, meh check karne ko bhaga
Ki achi tareeke se mera band toh hai darwazza (Band hai)

Badalo ke upar aake kabhi mujhse mill
Naam ki tension na lo, I am that guy from the hills
Tum bolte jisko jannat mai bolta ghar
Kabhi aana toh daaju khilaenge wahan ki hawa Jam kar

Sidhe Pahaad se, Sidhe Pahad Se
Dil se likha geet, nahi likha maine haath se

Sidhe Pahad Se, Sidhe Pahaad Se
Thandi is fizaae na ye fisle mere hath se

Sidhe Pahad Se, Sidhe Pahaad Se
Dar nahi lagta yahan pe sher ki dahaad se

Sidhe Pahaad Se, Sidhe Pahaad Se

Haan Tera Bhai hai pahad se
Kya Yahan pe Sab ko hosh, shabd kosh, jaise meri hai sakt soch
Rakht poch, haaton se tu waqt noch
Haarke hi toh Seekha maina ki, apna naya takht khoj

Apni dev bhoomi, Yahan sar bhi him jhukate
Aur Trekking chalna sath bro, Kya chal tujhe ghumate
Karte kaam nahi araam, yahan pe nahi chahiye alarm
Ye toh panchi utha dete subah khud leke tere naam

Aur sach bolun toh meri 80 saal ki daadi, kayi baar
40 saal ke logo se bhi zyaada chal hi jaati
Unhe pasand hai azaadi, hasati, batati
Mujhe aur mere chote Bhai ko, ki apni yaad hai satati

15 saal ki umar meh likha tha maine pehla geet
Dil ka shor tha, baad meh ban gaya khud sangeet
Dil kabhi mera bhara, aur kabhi Empty bhi
Aaj Void representing hills, straight on mtv

Sidhe Pahaad se, Sidhe Pahad Se
Dil se likha geet, nahi likha maine haath se

Sidhe Pahad Se, Sidhe Pahaad Se
Thandi is fizaae na ye fisle mere hath se

Sidhe Pahad Se, Sidhe Pahaad Se
Dar nahi lagta yahan pe sher ki dahaad se

Sidhe Pahaad Se, Sidhe Pahaad Se



Credits
Writer(s): Void
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link