Tu Hi Yaar Mera (From "Pati Patni Aur Woh")
Akhiyaan meri poochh rahi hain
Dil ko mere chain nahin hai
Kithe ladaaiyaan ve
Tu akhiyaan kithe ladaaiyaan ve?
Kaise tujhko main bataaun?
Raahein teri takkdi jaaun
Neendaan churaaiyaan ve
Tu meriyaan neendaan churaaiyaan ve
Dhadkan yeh kehti hai, "Dil tere bin dhadke na
Ek tu hi yaar mera, mujhko kya duniya se lena?"
Dhadkan yeh kehti hai, "Dil tere bin dhadke na
Ek tu hi yaar mera, mujhko kya duniya se lena?"
Tujh mein raat meri, tujh mein din mere
Lamha ek jiyoon na main toh bin tere
Tujh mein raat meri, tujh mein din mere
Lamha ek jiyoon na main toh bin tere
Hai tere saath safar, jaana mujhe hai kidhar?
Ke beet jaaye tujh mein yeh umar
Ek pal ki bhi ab toh doori na mujhko dena
Ek tu hi yaar mera, mujhko kya duniya se lena?
Ek tu hi yaar mera, mujhko kya duniya se lena?
Hissa hai tu ab toh mere dil ke jazbaaton ka
Tu lafz hai thehra hua bas meri baaton ka
Hissa hai tu ab toh mere dil ke jazbaaton ka
Tu lafz hai thehra hua bas meri baaton ka
Aankhein yeh kehti hain, "Tu saamne mere rehna

Credits
Writer(s): Kumaar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
All Album Tracks: Tu Hi Yaar Mera (From "Pati Patni Aur Woh") >
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.