Nabi Ke Sahaba
Nabi (salallahu alayhi wassalam) ke sahaba (RA) ke
raste pe chal ke
dilon ka sukoon hum ne haasil kiya hai
laga hai nasha jabse jannat ka humko
uchaat apna jee is jahan se hua hai
woh Ta'if ki wadi mein kha kha ke pathar
humarey liye jo tarapta raha tha
ussi ke tareeqay ko payron se rondha
zara khud batao yeh kaisi wafa hai
yeh woh mawt hai dosto jis ki khaatir
Nabi ne bhi mangi thi Rabb se duaein
qataya hai is rah mein jis ne sar ko
Khuda ki qasam woh amar hogaya hai
suno uhud ke paar se yeh sadaein
Anas Bin Nazar (RA) ki tumhey keh rahi hai
jo Allah ki rah mein jaan luta dey
wohi asal mein aashiq-e-Mustafa hai
Masa'ib ke maydan mein kood parna
talab mein shahadat ke dil ka machalna
khuda ke liye sare aalam se katna
haqeeqat mein firdaws ka rasta hai
mahazon (battlefield) se aati hai jannat ki khushboo
mere dil ko beychain kiye ja rahi hai
chali hai jo firdaws se tandi tandi
jawanon ko lati hai yeh woh saba hai
raste pe chal ke
dilon ka sukoon hum ne haasil kiya hai
laga hai nasha jabse jannat ka humko
uchaat apna jee is jahan se hua hai
woh Ta'if ki wadi mein kha kha ke pathar
humarey liye jo tarapta raha tha
ussi ke tareeqay ko payron se rondha
zara khud batao yeh kaisi wafa hai
yeh woh mawt hai dosto jis ki khaatir
Nabi ne bhi mangi thi Rabb se duaein
qataya hai is rah mein jis ne sar ko
Khuda ki qasam woh amar hogaya hai
suno uhud ke paar se yeh sadaein
Anas Bin Nazar (RA) ki tumhey keh rahi hai
jo Allah ki rah mein jaan luta dey
wohi asal mein aashiq-e-Mustafa hai
Masa'ib ke maydan mein kood parna
talab mein shahadat ke dil ka machalna
khuda ke liye sare aalam se katna
haqeeqat mein firdaws ka rasta hai
mahazon (battlefield) se aati hai jannat ki khushboo
mere dil ko beychain kiye ja rahi hai
chali hai jo firdaws se tandi tandi
jawanon ko lati hai yeh woh saba hai
Credits
Writer(s): Anas Younus
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.