Ye Saali Zindagi
Saazish hai ye shauk ki sar chadhte jaa rahi
Kismat is naacheez ki fir dhakke kha rahi
Khabaron si bikharti ye, Kya galat Kya sahi
Mujhse pooche ke zurrat hi kya ab teri
Fitrat ye khasti hai fir bhi hasti har ghadi
Chaadar si sarakti har din thodi si kahi, thodi si kahi
Befikari numaish hai ye saali zindagi, ye saali zindagi
Kaisi saadgi me baatein, karte the hum dono
Kuch teri, Kuch meri
Haasil ho na ho kuch, Fir bhi sukoon milta
Is pal mein, bas yuhi, abhi, Thoda saa sahi
Fir kyun, Kabhi kam se bhi zyada, kam si lage
Kabhi lage ye naazuk se bhi naram
Seedhi saadhi si khwaish, bhi lage dhundhali
Kya hai ye bhi bas aankhon ka bharam
Kaagazi kahani hai bas do pal ki sabhi
Befikari numaish hai Ye saali zindagi

Credits
Writer(s): Satyansh Rajat
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.