Raat

Hum jab mile
Woh sham kuch khas thi
Rangon se ghire
Silvatein thi dabi
Saaye bhi the
Samandaron ke gehre
Sitaron se thi
Aasman ki chaadarein
Ek raat ki woh ek baat thi
Hum dono mein ek sama
Laboon mein thi na koi kap kapi
Na rahi koi darmiyaan
Na na na na
Woo oh woo oh ooo o
Savera hua
Lehron ne aawaz di
Aag thami
Bas saason ki garmi
Aisa laga
Ki tujhmein khoya dil
Tum jo mile
Toh sab hua haasil
Ek raat ki woh ek baat thi
Hum dono mein ek sama
Laboon mein thi na koi kap kapi
Na rahi koi darmiyaan
Na na na na
Woo oh woo oh ooo o
Kuch sawalon ka tha dhua
Aur kuch dar sa bhi laga
Baahon mein tum thi mere
Pal thama
Bane kahaniyan
Ek raat ki woh ek baat thi
Hum dono mein ek sama
Laboon mein thi na koi kap kapi
Na rahi koi darmiyaan.
Na na na na
Bane kahaniyan
Na na na na
Thami Jawaniyan
Ek raat ki woh ek baat thi
Hum dono mein ek sama
Laboon mein thi na koi kap kapi
Na rahi koi darmiyaan



Credits
Writer(s): Rohit Mahalingam
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link