Ahsaas
Likhe hain nazm nahi likhi kahani thi
Jo bhi likha hai maine tujhe sunani thi
Kaise batau mai, tujhe mai chahta tha
Aashiq mai tera tu kisi aur ki diwaani thi
Kaise na bolun khwaabon mein bhi tujhe paata hoon
Jhooth naa bolun khwaab mein bhi muskurata hoon
Likhta hoon mere har shabd tere baare mein
Aankhein hai gili par aansu na dikhata hoon
Dikh gya sab ko teri aankhein jaane kyun hai band
Jaane kyun aisi tu jaane kyun hai ghamand
Jaanta hoon thoda mai ho gya hoon rude
Patthar dil tera, mera dil gya hai toot
Kaise main bolun tujhe kaise mai bataun
Karta hoon pyaar ye kaise mai jataun
Kaise mai bataun bin tere adhoora hoon
Pagal sa ho gya hoon kaise mai dikhaun
Kya ye jadoo hai tera hota hai ahsaas
Dur hi rehna hai to kyun aati hai itne paas
Kaise jiyunga mai kaise mai le loon saans
Tere baare mein likhun kanpte kyun ye haath
Wo bole badla mai kaise muh dikhaunga
Chahe ho akhiri saans phir bhi tujhko chahunga
Jhoothe hain saare dost jo bhi tere saath hain
Tu meri jaan le mai phir bhi ye bataunga

Chahe ho aakhiri saans phir bhi tujhko chahunga

Jee kar yun faayeda kya
Agar koi saath na ho
Jiske bin reh nahi sakte
Usse hi baat na ho
Aankhon mein aansu na ho
Aisi koi raat nahi hai
Mar gya pyaar ya phir
Tujhme hi jazbaat nahi hai
Bayan mai kya kyun kin halaton mein aa gira hoon
Kaisi hai halat meri kaise mai khud ko dhundun
Paaya nahi hai phir bhi khone ke dar se darta hoon
Kaise bataun mai ghut ghut ke kyun marta hoon
Dosti nahi mujhe tujhse chahiye aashiqui
Haal dekha hai tune kya hai tere aashiq ki
Kaise mai khatm ho raha hoon teri yaadon mein
Kaise tu bas rahi hai mere har alfaazon mein

Kaise tu bas rahi hai mere yaadon mein

Kaise tu bas rahi hai in alfaazon mein

Shaz!

Credits
Writer(s): Shahroz Ahmad
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.