Dastaan

Is khwaab ki, jo manzil
Hai asaan nahi meri jaan

Saath chalo, mere tum
Tou asaan har manzil yahan

Saari yeh baat, saare ye raaz
Hai tujh ko pata meri jaan

Yeh asamaan, saara jahaan
Humara hai jee le zara

Tu mujhse dur nahi jaana, dur nahi jaana jaana
Wo waqt bhi ayega
Bhool nahi jaana, bhool nahi jaana jaana
Humari yeh dastaan

Gayi, ruk gayi, meri zindagi is terhaan
Gayi, kaise gayi, mere saamne meri jaan

Saari yeh baat, saare ye khwaab
Hai tujh ko pata meri jaan

Yeh asaamaan, saara jahaan
Humara hai jee le zara

Tu mujhse dur nahi jaana, dur nahi jaana jaana
Wo waqt bhi ayega
Bhool nahi jaana, bhool nahi jaana jaana
Humari yeh dastaan

Dur nahi jaana, dur nahi jaana jaana
Wo waqt bhi ayega
Bhool nahi jaana, bhool nahi jaana jaana
Humari yeh dastaan

Is khwaab ki, jo manzil
Hai asaan nahi meri jaan

Saath chalo, mere tum
Tou asaan har manzil yahan



Credits
Writer(s): Syed Hussain
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link