Zinda

Wadein kiyen the, Jo saath nibhana tha
Saare the jhoote, Naate sab toote
Saari yadoon ko, Do pal main bhulana tha
Dhaage jo toote, Saath jo choote

Phir bhi ye sar, Jhuke nahi
Kambakht irade, Uljhe nahi
Murjhane wale logon, Main hum nahin
Wapas bulana, Ab nahin

Hum teri Khwaishon main, Bhale hi Roz mare
Hum teri Khwaishon main, Bhale hi Roz mare
Hum tujh main, Ab bhi Zinda
Hum tujh main, Ab bhi Zinda
Hum tujh main, Ab bhi Zinda... hai

Naate jo toote sare, Rahe apne hai more
Hum teri Khwaishon main, Bhale hi Roz mare
Hum tujh main, Ab bhi Zinda
Hum tujh main, Ab bhi Zinda
Hum tujh main, Ab bhi Zinda... hai

Liye hazar ghao, Dil ke diwar pe
Taze hain saare, Zakhm hamare
Beche hazar baar, Dil ko bazaar main
Reh gaye adhure, Sapne hamare

Phir bhi ye nazre, jhuki nahi
Kambakht irade, uljhe nahi
Murjhane wale logon, Main hum nahin
Wapas bulana, Ab nahin

Hum teri Khwaishon main, Bhale hi Roz mare
Hum teri Khwaishon main, Bhale hi Roz mare
Hum tujh main, Ab bhi Zinda
Hum tujh main, Ab bhi Zinda
Hum tujh main, Ab bhi Zinda... hai

Naate jo toote sare, Rahe apne hai more
Hum teri Khwaishon main, Bhale hi Roz mare
Hum tujh main, Ab bhi Zinda
Hum tujh main, Ab bhi Zinda
Hum tujh main, Ab bhi Zinda... hai



Credits
Writer(s): Vinay Saxena
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link