Gunaah

2015 mein hua tha mulaqath pehli baar
Pehli baathcheeth hua tha has raha tha
Mein unki saath
1 saal thak dosth bana, phir kuch tho mujhko ho gaya tha
Mein kho gaya tha na jaane kaha
Us dosti mein uljhav bhara

Din guzra, waqt chalne laga
Baathon ki beech main phisalne laga
Kaee raathon se mein jaag raha,
Phir himmath judaakkar bol diya ki
Sun re pagli phas gaya hein
Tere baare mein mujhko chad gaya hein
Jo kuch bhi meine kaha tha us din
Tere kasam se sach kaha hein

Us shukrvaar ki baad bhi hum
Phirse gup shup karne laga
Woh socha ki dost bana mein
Lekin mere ummeed bhada
Samajhna tha aukaath mera
Kis begam se mein pyar kiya
Saalgirah mein saugaath diya
Uski dad se haath bhi maang liya

Kisko patha tha ithni si baath ne man ko ithna asar karega
3 saal se taras raha mein ek raath ne woh sab khatham kiya
Agar karam mera tha paramaparagath maantha hoon mein galath kiya
Pachthaav se mein kamzor bana aur yeh tha meri pehli gunah

Yeh gunaah hein mera
Maana mein yeh galthiyaa
Iqbaaliyan bayaaan
Hein yeh gaana mera
Kya mein maafi ki hakdaar
Yeh bhi mujhko na pathaa
Yeh gunaah hein mera
Yeh gunaah hein mera

Yeh gunaah hein mera
Diya mein iqbaaliyaan
Kitni baar bolu mein
Kitni bheek maangoo mein
Chillaaya mein hazaar baar
Na patha mithega dhaag
Yeh gunaah hein mera
Yeh gunaah

Maa, kithna kuch sehtha hein tu
Savaal bas tujse ek hein kyu
Qurbaan kitne kiya hein tune, Khoon paseena bahaya hein tune
Laaparva hokar meine kya kuch kiya hein bas ye math pooch

Ik baar tu ruk aur ateet ke soch,
Jhelna hein woh anyaay ke bhoj
Jo tune jo tere maa se uthaya tha
Karma na chodega tumko for sure
Jagada tha roz, banatha tha shor
Halla machakar kya mila tu bol
Daulath hein shohrath hein
Sab kuch ab normal hein
Phir bhi man mein kaee atka afsos

Ladki ki chakkar tha, akal mera halka tha
Uski jo jaane se man mera badla tha
Har ek aurath se mein nafrath hi kartha tha
Us nafrath ki uljhan pe maa tu bhi atka tha
Mere pe aansoo bahaatha tha
Tab bhi zubaan mere atka tha
Bhai aur didi ke kehne ke baad aakhir mein mujhe yeh samajh mein aaya tha

Yehi tha museebath mere
Depression ke maare khaamosh tha mein
Beethe woh lamhe, gehreele zakhmein
Choda mujhe bura haalaath mein
Ha! Poora gunaah mere hein
Ha yeh baath maana maine
RAFTAAR aur FURA ke gaane repeat pe sun ke yeh tashan uthaya meine

Kyu aise ghatiya sa zindagi mein kyu kyu jiya
Aur tu, bas tujko patha hein oh khuda
Thanhaai ka vazan mere man ne uthaaya
Aansun ki bhoondho ne mere chehera sajaaya
Khaali khaali raathon se mene pachthaav diya

Yeh gunaah hein mera
Maana mein yeh galthiyaa
Iqbaaliyan bayaaan
Hein yeh gaana mera
Kya mein maafi ki hakdaar
Yeh bhi mujhko na pathaa
Yeh gunaah hein mera
Yeh gunaah hein mera

Yeh gunaah hein mera
Diya mein iqbaaliyaan
Kitni baar bolu mein
Kitni bheek maangoo mein
Chillaaya mein hazaar baar
Na patha mithega dhaag
Yeh gunaah hein mera
Yeh gunaah



Credits
Writer(s): Adil Hassan, Aadhi De Karmans, Safdar Hafiz
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link