Sau Dil Bhi Hote
Hey he he.
Aye. hey...
Tumne sikhaya hai hothon
Ko haule se hansna
Hmm. Tumne chhua tha to
Seekha tha dil ne dhadkna
Tumne sikhaya hai hothon
Ko haule se hansna.
Ho. Tumne chhua tha to
Seekha tha dil ne dhadkna
Tumne bataya tha hote
Hain kya chaand taare.
Tha ek dil hi hamara jo
Tum pe hain haare. ae.
Sau dil bhi jo hote,
Saare tere hote
Sau dil bhi jo hote,
Saare tere hote.
Ha ha ha seekha kahaan
Se hai tumne baatein banana
Dhadkan ko sun kar ke
Haal-e-dil jaan jaana
Ho. Seekha kahaan se hai
Tumne baatein banana. bolo!
Dhadkan ko sun kar ke
Haal-e-dil jaan jaana.
Ho. Main rooth jaaoon to
Aata hai tumko manana
Achcha hai lagta tumhein
Naaz mere uthana. aa.
Sau dil bhi jo hote,
Saare tere hote
Sau dil bhi jo hote,
Saare tere hote
Hey hey hey ae hey.
Tera shukriya tune dil
Mein mujhe jo bithaya
Haan ha. Kyon shukriya
Keh ke karte ho hamko paraya
Hmm. Hum jo na milte to
Kya hota yeh sochte hain
Oho. Chup bhi raho aisi
Baatein nahi bolte hain
Tu to mere haath mein
Aayaton ki tarah hai
Teri yeh aankhein meri
Jannaton ki tarah hain
Ho. Sau dil bhi jo hote,
Saare tere hote
Sau dil bhi jo hote,
Saare tere hote
Kaandhe se shabnam
Utha kar ke honthon se pee loon
Aa main tujhe odh kar
Ke teri roshni loon
Ho. Kaandhe se shabnam
Utha kar ke honthon se pee loon
Aa main tujhe odh
Karke teri roshni loon
Aa saans dar saans ghul
Jaaoon tere badan mein
Ik pal mein hi jee loongi
Saare janam main
Sau dil bhi jo hote
Sau dil bhi jo hote
Saare tere hote
Saare tere hote
Sau dil bhi jo hote
Sau dil bhi jo hote
Saare tere hote
Saare tere hote
Ho. ho.
O. ho.
Hey. hey.
Aye. hey...
Tumne sikhaya hai hothon
Ko haule se hansna
Hmm. Tumne chhua tha to
Seekha tha dil ne dhadkna
Tumne sikhaya hai hothon
Ko haule se hansna.
Ho. Tumne chhua tha to
Seekha tha dil ne dhadkna
Tumne bataya tha hote
Hain kya chaand taare.
Tha ek dil hi hamara jo
Tum pe hain haare. ae.
Sau dil bhi jo hote,
Saare tere hote
Sau dil bhi jo hote,
Saare tere hote.
Ha ha ha seekha kahaan
Se hai tumne baatein banana
Dhadkan ko sun kar ke
Haal-e-dil jaan jaana
Ho. Seekha kahaan se hai
Tumne baatein banana. bolo!
Dhadkan ko sun kar ke
Haal-e-dil jaan jaana.
Ho. Main rooth jaaoon to
Aata hai tumko manana
Achcha hai lagta tumhein
Naaz mere uthana. aa.
Sau dil bhi jo hote,
Saare tere hote
Sau dil bhi jo hote,
Saare tere hote
Hey hey hey ae hey.
Tera shukriya tune dil
Mein mujhe jo bithaya
Haan ha. Kyon shukriya
Keh ke karte ho hamko paraya
Hmm. Hum jo na milte to
Kya hota yeh sochte hain
Oho. Chup bhi raho aisi
Baatein nahi bolte hain
Tu to mere haath mein
Aayaton ki tarah hai
Teri yeh aankhein meri
Jannaton ki tarah hain
Ho. Sau dil bhi jo hote,
Saare tere hote
Sau dil bhi jo hote,
Saare tere hote
Kaandhe se shabnam
Utha kar ke honthon se pee loon
Aa main tujhe odh kar
Ke teri roshni loon
Ho. Kaandhe se shabnam
Utha kar ke honthon se pee loon
Aa main tujhe odh
Karke teri roshni loon
Aa saans dar saans ghul
Jaaoon tere badan mein
Ik pal mein hi jee loongi
Saare janam main
Sau dil bhi jo hote
Sau dil bhi jo hote
Saare tere hote
Saare tere hote
Sau dil bhi jo hote
Sau dil bhi jo hote
Saare tere hote
Saare tere hote
Ho. ho.
O. ho.
Hey. hey.
Credits
Writer(s): Parashram Laxman Ingole, Amit Mishra
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.