Gumshuda
Sofa pe leta mai na bilkul koi sharam thi
Paas tu baithi jota jalaa sab malang hi
Dhoonde chale hum taazgi
Kyuki thak gaye banke aalsi
Awaaragardi se hum dhak gaye
Gumshuda gumshuda
Chaav me chupke baitha, gumshuda
Khushnuma, khush thoda
Leher aati saamne, haan mai khush thoda
Khushnuma, zara muskura
Leher aati saamne usme doob zara
Mausam bana hai yeh dukhbhara
Tujhko dekha, baitha chup zara
Haath thaama, mera saath chaaha
Mere jaane se pehle tu ruk zara
Hamesha mai banna chahta, cheezein karna chahta khudse behtar
Par teri yaadein ajeeb oh rehbar, beghar kare mujhme hi rehkar
Na karna zaaya tera waqt
Tujhme paaya maine sab
Ab khudme dhundhu tujhe mai hu adhura, teri chhaaya ki talab
Zindagi ke chalte firte paiche ladte
Mai toh leta, likhta baitha gaane, saare likhte sapne
Dafn hai dur mujhse meri khushiya, ab khodu firse
Mai rodu firse, ya iss toote dil ko jodu firse?

Tang aaya zindagi se
Kamaaya bas kami hai
Dusro ko khush karne ke peeche yu khoya khushi mai
Jeene ke tareeke dete, har pal ye naseehat leke
Hua fail mujhpe haste jab kaagaz ke panne
Inpe karta raaj, pala badha pinjre me
Udna lagti bimaari jasba chada mujhme
Jab lagi thi ye chingaari saans lena chahta
Badh rahi abaadi
Akela rehna chahta jab saare saath hai
Khayal kharab khwaishon ka na hisaab hai
Bheed me khoya dhoond raha apni ye pehchaan mai
Sheeshe me jab dekhu to dikhta sirf haivaan hai

Gumshuda, thoda luft utha
Thoda muskura, wo bole, wo bole

Credits
Writer(s): Hitesh Kakkar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.