Asal Mein

Kyun Khuda ne di lakeerein
Jismein zaahir naam nahi tera?
Likh raha hoon dard saare
Yoon toh shayar naam nahi mera

"Itna bhi kya bewafa koi hota hai?"
Ye sochkar raat-bhar dil ye rota hai

Asal mein tum nahi ho mere, tum nahi ho mere
Tum nahi ho mere, tum nahi ho mere
Tum nahi ho mere, tum nahi ho mere
Tum nahi ho mere, tum nahi ho mere

Aasmaan se kya khata hui?
Taara uska toota kyun?
Log mujhse poochhte hain
Saath apna chhoota kyun

Kya majbooriyan?
Kaisi ye dooriyan? Dil ye samjhe na
Hote hain pyaar mein
Aise bhi imtehaan, maine ab jaana

Khwaab hi bas reh gaye hain
Jinmein ho tum humsafar mere

Asal mein tum nahi ho mere, tum nahi ho mere
Tum nahi ho mere, tum nahi ho mere
Tum nahi ho mere, tum nahi ho mere, tum nahi ho mere

Mannde nahi bandishan, eh pyaar nahiyo jhukde
Raah teri takkde eh nain nahiyo rukde
Hisse hain aaiyan ve udeekan teriyan jo
Kivein lukavaan? Mere hanjhu nahiyo lukde

Hove khair, sajna, ve paave pair, sajna
Ve kade saade vi vehde tur aa
Haaye ve, hove khair, sajna, ve paave pair, sajna
Ve bas mangde haan dil ton dua

Kaash tum phir laut aao
Mit jaayein saare gham ye jo mere

Asal mein tum nahi ho mere, tum nahi ho mere
Tum nahi ho mere, tum nahi ho mere
Tum nahi ho mere, tum nahi ho mere, tum nahi ho mere



Credits
Writer(s): Gurpreet Saini, Darshan Rajendrakumar Raval, Gautam Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link