Aa Jao

Dil mein hulchul machi hai
Nazrein kahan wo kahan
Meri manzil wahin hai
Ab dikh gye wo jahan

Tu jo sang ho
To ye rang ho
Mausam ho naya
Tu dikhe to
Din bane to
Har dafaa

Aa jao, ab aur tadpao na
Aa jao, ab aur tarsao na
Aa jao, ab aur tadpao na
Meri jana
Meri jana

Ye tera mera safar
Shaamein ho ya dopahar
Takta rahun, rasta tera
Tu jo kahe
Puche hai sara sheher
Ishq ka kaisa asar
Awara par, tham jaun main
Tu jo kahe

Meri betaabi ka silsila
Jaise barson ka hai ye gila
Teri galiyon ka tu de pata
Tu jahan wahin main

Aa jao, ab aur tadpao na
Aa jao, ab aur tarsao na
Aa jao, ab aur tadpao na
Meri jana
Meri jana



Credits
Writer(s): Surya Singh
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link