Arzoo

Jab se hai dejka haan teri nighahoon mai
Lagta hai jaise ki kho hi gaya hoon mai
Aaye nazar ab toh kuch bhi na tere siva

Aankhon mai tere najaane kya jaado hai
Udh gaye hai hosh aur dil ye bekaabo hai
Kaisi talab hai ye aaye na chain-o-karaar

Leke zameeno se aasamano tak
Maangi hai bus ye dua
Tu hi zameen meri, tu aasamaan mera
Ban ja tu mera khuda
Tuuuuuuu
Jaise baarishon mai mitti ki khushboo
Tuuuuuuu
Mere dil ki adhoori arzoo

Kehedo jo tum, hulke se kuch
Meethi si dhun koi lage
Phool bhi kayeen, khil se gaye
Aawaz teri sun ke
Waqt ke kaantein bhi
Aur dhadkane ye meri
Dekha tujhe, toh tham gai

Leke zameeno se aasamano tak
Maangi hai bus ye dua
Tu hi zameen meri, tu aasamaan mera
Ban ja tu mera khuda
Tuuuuuuu
Jaise baarishon mai mitti ki khushboo
Tuuuuuuu
Mere dil ki adhoori arzoo

Sardi mai tum, ghaas pe bichi
Oss ki vo peheli boond ho
Thandi si koi, meethi hawa
Ke sang beheti tum ho khushboo
Aate jaate mausam bhi
Kehe rahe, hain yehi
Dekha nahi, tumsa haseen

Leke zameeno se aasamano tak
Maangi hai bus ye dua
Tu hi zameen meri, tu aasamaan mera
Ban ja tu mera khuda
Tuuuuuuu
Jaise baarishon mai mitti ki khushboo
Tuuuuuuu
Mere dil ki adhoori arzoo



Credits
Writer(s): Arjan Singh
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link