Bulawaa
Main aasmaan se fir bulawaa lekar aaya hu
Gulaam khwahishon ke peeche kate din ye sare
Banaam hasraton ke neeche kati raatein sari
Main aabru se apni jeeta shab mein din ko apne
Ha zillaton se aage badhke raatein hai sawaari
Ha khwaab peeche baitha leke poora khel tera
Qareeb manzilon ke jab main asliyat se guzra
Naseeb khairiyat khair, khair ab bhi baaki
Main karta kaifiyat kasraton se par wafa ki
Tareen shohraton se chaukhaton pe dil ki sabke
Haseen aashiqui meri hai sabke lab pe chayiii
Nigahon mein hai sabke chamchamata noor sa main
Duwaon mein main basta khairiyat ke khair pe
Zamana bewafa kuch is tarah se rang ye badle
Ke jaise dhoop mein jo dekha khud ko paya paani
Bikharta toot ta hai dikhta mujhko hausla unka
Nigahein kabz karti ja rahi roohein wahan ki
Kahin manzar jo dekha kal waha ka kal yaha na ho
Kahin toota jo imaan kal waha ka kal yahan na ho
Ha tera lazmi hai shukr karna aaj ka rab se
Khahin bikhri khudai kal waha pe kal yaha na ho
Main bujhti khwahishon pe fir charaga lekar aaya hu
Main feeki hasraton mein fir se jazba lekar aaya hu
Main doobi kashtiyon ka kinara lekar aaya hu
Main firse aasmaan se ha bulawa lekar aaya hu
Kismatein badalti raaz kholti chali kitaab meri
Har warakh pe dastan bikherti
Shabdon se ye jaal bemisaal hai
Mayar aa raha hai pyaar har huraf mein hai bayaan
Raat ke andhoron mein jo roshni bikherte
Jhooti bandhishon mein aake sach se mu na ferte
Tumne jo sune hai sach wo sach asal fareb hai,
Aasmani mere tohfein sare neak hai
Fir se sare kagazaat
Tu jala ke aaj raat
Mil aa mujhse
Likh ke du main jo bikega kal ke baad
Badhawaas ye zabaan
Shabd ilm ke udhaar le ja tujhpe
Sab nichod ke sab pe padte tod ye
Sab na sab se jodte jo shab mein main saja du aaj
Bewajaah na ye sama sab saja to kal mila
Kitne jeb mein kitne tere ghar mein kitne dar pe tere sab ki chal bata kyu chuna ya na chuna kya wajah
Jo main bana bas wajah ke jitne pass mere saath mere sab asal ke oopar hai
Kuch naqaab na fir bhi sar ke paar hai
Shukr mera vaar mujhpe shukr ho wo waar na

Main aasmaan se fir bulawa lekar aaya hu

Credits
Writer(s): Armaan Ansari
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.