Independent Launda
Ah check
Pehle baithe baithe milta tha sab kuch
Lekin aaj bhag daud k bina Kuch nahi
Har din dekhu haste chehre
Lekin andhar se lage koi Khush nahi
Ye gana un sabhi logo k leye hai
Jinhone toot kar Judna seekha hai
Bina pankh Udna seekha hai
Na chahte hue bhi job kar rahe hai
Kyuki piche Pariwaar hai
Kuch din ka ye bura waqt hai
Fir toh har din lagega jaise Raviwaar hai
KP on The Mic
Family se Door
Baita Goregaon mein
Hu mein Majboor
Maa-Baap rehte Gaon mein
Independent Launda mein sab karu khud se hi
Khana pakana ya Gana banana
Mein sab mein hu A1
Sab sikha hai waqt se
Naa hua ek raat mein
Naa soya mein raat mein
Depression mein Doob gaya
Andar se toot gaya
Jaise taise meine joda hai khudko
Zindagi badi hai Samjaya khudko
Zidd ye Addi hai Jeetna hai mujhko
Kandho pe boj lekin nahi hai Sankoj
Kyuki dekhe hai Dukh
Inse hona hai Mukht
Ab toh Kalam k sahare jeeni ye Zindagi
Umar hai baais kuch kiya na Haasil mein
Shabdo ko jod k banunga Kaabil mein (Banunga Kaabil mein)
Independent Launda
Wai hai wai hai
KP on the Mic
KP on the Mic
Launda Independent
Wai hai wai hai
KP on the Mic
KP on the Mic
Ek baar fir se
Independent Launda
Wai hai wai hai
KP on the Mic
KP on the Mic
Launda Independent
Wai hai wai hai
KP on the Mic
KP on the Mic
Kyu rahu mein kisi pe Dependent
Khud hi karu mein apni Development
Kagaz Kalam se karu Aawishkaar
Galti ho toh mein karu usse Swikaar
Seekh k galti se karu khud ko Recharge
Khud hi guru mein khud hi hu Shishya
Tu bane tara toh mein Antarikshya
Tu beeta kal lekin mein hu Bhawishya
Chal dikhaau tuje Kaliyug ke Drishya
Maang le madad sab banege Behere
Dil mein khot bas Khoobsurat Chehre
Dil pe chot zimmedar hum hi Tehre
Duniya ye zaalim toh mein banu Gaalib
Umar hai baais kuch kiya na Haasil
Shabdo ko jod k banunga Kaabil
(Mein Banunga Kaabil)
Independent Launda
Wai hai wai hai
KP on the Mic
KP on the Mic
Launda Independent
Wai hai wai hai
KP on the Mic
KP on the Mic
Ek baar fir se
Independent Launda
Wai hai wai hai
KP on the Mic
KP on the Mic
Launda Independent
Wai hai wai hai
KP on the Mic
KP on the Mic
Pehle baithe baithe milta tha sab kuch
Lekin aaj bhag daud k bina Kuch nahi
Har din dekhu haste chehre
Lekin andhar se lage koi Khush nahi
Ye gana un sabhi logo k leye hai
Jinhone toot kar Judna seekha hai
Bina pankh Udna seekha hai
Na chahte hue bhi job kar rahe hai
Kyuki piche Pariwaar hai
Kuch din ka ye bura waqt hai
Fir toh har din lagega jaise Raviwaar hai
KP on The Mic
Family se Door
Baita Goregaon mein
Hu mein Majboor
Maa-Baap rehte Gaon mein
Independent Launda mein sab karu khud se hi
Khana pakana ya Gana banana
Mein sab mein hu A1
Sab sikha hai waqt se
Naa hua ek raat mein
Naa soya mein raat mein
Depression mein Doob gaya
Andar se toot gaya
Jaise taise meine joda hai khudko
Zindagi badi hai Samjaya khudko
Zidd ye Addi hai Jeetna hai mujhko
Kandho pe boj lekin nahi hai Sankoj
Kyuki dekhe hai Dukh
Inse hona hai Mukht
Ab toh Kalam k sahare jeeni ye Zindagi
Umar hai baais kuch kiya na Haasil mein
Shabdo ko jod k banunga Kaabil mein (Banunga Kaabil mein)
Independent Launda
Wai hai wai hai
KP on the Mic
KP on the Mic
Launda Independent
Wai hai wai hai
KP on the Mic
KP on the Mic
Ek baar fir se
Independent Launda
Wai hai wai hai
KP on the Mic
KP on the Mic
Launda Independent
Wai hai wai hai
KP on the Mic
KP on the Mic
Kyu rahu mein kisi pe Dependent
Khud hi karu mein apni Development
Kagaz Kalam se karu Aawishkaar
Galti ho toh mein karu usse Swikaar
Seekh k galti se karu khud ko Recharge
Khud hi guru mein khud hi hu Shishya
Tu bane tara toh mein Antarikshya
Tu beeta kal lekin mein hu Bhawishya
Chal dikhaau tuje Kaliyug ke Drishya
Maang le madad sab banege Behere
Dil mein khot bas Khoobsurat Chehre
Dil pe chot zimmedar hum hi Tehre
Duniya ye zaalim toh mein banu Gaalib
Umar hai baais kuch kiya na Haasil
Shabdo ko jod k banunga Kaabil
(Mein Banunga Kaabil)
Independent Launda
Wai hai wai hai
KP on the Mic
KP on the Mic
Launda Independent
Wai hai wai hai
KP on the Mic
KP on the Mic
Ek baar fir se
Independent Launda
Wai hai wai hai
KP on the Mic
KP on the Mic
Launda Independent
Wai hai wai hai
KP on the Mic
KP on the Mic
Credits
Writer(s): Kailash Parmar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.