Yaara Tu
Bana hoon raakh se main, milunga khaak mein main
Main khaali bartan koi, phiroon Ladakh mein main
Mujhe jaane se pehle hai kuch toh aisa karna
Gada ho tere dil mein mera jhanda re
Yaara, tu hai khwabon mein
Yaara, tu hai yaadon mein
Yaara, tu hai baaton mein
Yaara, tu hai raaton mein
Hai neeche ret mere, upar taare-taare
Hon jaise yaar mere kameene pyaare-pyaare
Badalte jaayein raste, badalte hain nazare
Main rakhoon sab ko dil mein sambhaal ke
Yaara, tu hai khwabon mein
Yaara, tu hai yaadon mein
Yaara, tu hai baaton mein
Yaara, tu hai yaadon mein
Qaafila mast hai
Manzilein bhool ke
Kya pata, jaaye kahaan
Yeh woh kare, dil jo kahe
Main kya-kya tujhe bataun, lambi baatein meri
Main kaise tujhe bhulaun ke meethi dhun hai teri
Tujhe jo gungunaun toh bheegein aankhein meri
Ke banjar raston pe bhi naina barse re
Yaara, tu hai khwabon mein
Yaara, tu hai yaadon mein
Yaara, tu hai khwabon mein
Yaara, tu hai baaton mein
Yaara, tu hai waadon mein
Main khaali bartan koi, phiroon Ladakh mein main
Mujhe jaane se pehle hai kuch toh aisa karna
Gada ho tere dil mein mera jhanda re
Yaara, tu hai khwabon mein
Yaara, tu hai yaadon mein
Yaara, tu hai baaton mein
Yaara, tu hai raaton mein
Hai neeche ret mere, upar taare-taare
Hon jaise yaar mere kameene pyaare-pyaare
Badalte jaayein raste, badalte hain nazare
Main rakhoon sab ko dil mein sambhaal ke
Yaara, tu hai khwabon mein
Yaara, tu hai yaadon mein
Yaara, tu hai baaton mein
Yaara, tu hai yaadon mein
Qaafila mast hai
Manzilein bhool ke
Kya pata, jaaye kahaan
Yeh woh kare, dil jo kahe
Main kya-kya tujhe bataun, lambi baatein meri
Main kaise tujhe bhulaun ke meethi dhun hai teri
Tujhe jo gungunaun toh bheegein aankhein meri
Ke banjar raston pe bhi naina barse re
Yaara, tu hai khwabon mein
Yaara, tu hai yaadon mein
Yaara, tu hai khwabon mein
Yaara, tu hai baaton mein
Yaara, tu hai waadon mein
Credits
Writer(s): Aditya A
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.