Naya Paisa
Nikalta hoon main aaj kal mere pyaar ke liye
Aur mere yaar junoon ke bukhaar ke liye
Inn dino mann mein bhoot sa savaar kya hai?
Sapne sachai banane ka dekha khaab maine
Rehna tu, saphalta iss raaste pe
Logon ko samajh aane mein beet jaane aarse hain
Rahasya mann ke jo paano par utaar loon main
Yeh geet hai woh khat, mila apne aap se
Kya hai pehchan, kya hai mera wajood?
Darr hai khud se na chal padoon door
Iss afsaane ki ek hi seekh hai (Kya, kya, kya)
Chashma utaar bhai, khazaana tere pairon ke neeche
Naya Paisa
Naya Naya Naya Paisa
Dikhe ab hai mujhe yahan wahan kaisa kaisa
Naya Paisa
Naya Naya Naya Paisa
Banda banda ban'na chahe ab hai mere jaisa
Naya Paisa
Naya Naya Naya Paisa
Kholoon andar dekhoon ab hai mere kaisa kaisa
Naya Paisa
Naya Naya Naya Paisa
Savaar loon kal ka andhkaar aisa
I ain't exaggerating at all man
The mo' money you make, the mo' problems you get
Bhoolo na mat tum mere lambe sangram ko
Chale shabd mere jaise talwaar ki dhaar ho
Baat karta sachh, beta mujhse ulaajh (Aaja)
Meri kahaaniyon se rukti teri saans kyun?
Dikhayega waqt ab mujhe mera raasta
Pahad hai laakhon, bandh andar sangeet hai aasra
Na mere paas aa, nakli ka karoon khaatma
Koso na mujhe Hindi bole meri aatma
Peshkash yeh raaj gharaane ki
Jhaanki hai chhoti si aane waale zamaane ki
Barfiela sheher, barfieli meri aag hai
Na tere jaise Hip Hop ke naam par daag (Yeah)
Nakli hain khaab tere
Asli hain yeh ghaav mere
Zabaan ko lagaam de
Gaane bane dheere dheere
Gaane aise jaise back ToTheCulture
Puraane waalon ka tape record tu bandh kar

It's KAL₹O
Chalees hazaar feet upar
Hawai jahaaz mein Mumbai se Toronto tak
ToTheCulture!

Credits
Writer(s): Rishabh Mundhra
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.