Munaakis (Live)
Bhoola na, Woh raatein un barsaaton mein jab
Teri khusbhoo thi jazaa
Der tak, taaron se karte baatein the hum, dheemi raaton ki havaa
Ae jaan, mehfooz rhte the bekhabar waqt se, tu mera, ho kuch aur na
Aqsar mere sirhaane tu aaye ab bhi nazar, magar voh
Din na rhe the jab khwab the ravaan
Woh subah, pehli kirne munaakis tum pe, tha voh lamhaa khwabida
Choomke, honthon ko khoye jaate the hum, laazmi tha alvidaa

Bezubaan, khela tha tere ghesuon se, karta har pal hafizaa
Ranjishen, hoti aise afsaanon mein hi, kaifiyat mein sochta

Credits
Writer(s): Rohit Bhau
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.