Idhar Aao Na
Idhar aao na ke dekhoon tumhein zara paas se
Idhar aao na ke haansil karoon tumhein pyaar se
Zara sa bhigaa do, mujhe ishq sikhaa do
Main naadaan hoon
Ye aankhein tumhari, mujhe inse milaa do
Main pareshaan hoon
Idhar aao na, idhar aao na
Idhar aao na, idhar aao na
Haan, itna sukoon kaise mile jab paas aate ho tum?
Saath mein jaati hai jaan ye meri, jab door jaate ho tum
Meri aankhon mein dhoondo, tumhein ishq milega
Main tere naam hoon
Kabhi door tum na jaana, main seh na sakunga
Main bhi insaan hoon
Idhar aao na, idhar aao na
Rabba, oh
Aa jaao tum toh, rakh loon chhupa ke palkon ke niche, sanam
Door na jaane doonga kabhi bhi, mujhko hai khud ki kasam
Wo saath mera dega, wo mera Khuda hai
Main mehrbaan hoon
Gunaah toh hua hai, ye ishq hua hai
Main ilzaam hoon (oh, ho-ho)
Idhar aao na, idhar aao na
Idhar aao na, idhar aao na
Idhar aao...
Idhar aao na ke haansil karoon tumhein pyaar se
Zara sa bhigaa do, mujhe ishq sikhaa do
Main naadaan hoon
Ye aankhein tumhari, mujhe inse milaa do
Main pareshaan hoon
Idhar aao na, idhar aao na
Idhar aao na, idhar aao na
Haan, itna sukoon kaise mile jab paas aate ho tum?
Saath mein jaati hai jaan ye meri, jab door jaate ho tum
Meri aankhon mein dhoondo, tumhein ishq milega
Main tere naam hoon
Kabhi door tum na jaana, main seh na sakunga
Main bhi insaan hoon
Idhar aao na, idhar aao na
Rabba, oh
Aa jaao tum toh, rakh loon chhupa ke palkon ke niche, sanam
Door na jaane doonga kabhi bhi, mujhko hai khud ki kasam
Wo saath mera dega, wo mera Khuda hai
Main mehrbaan hoon
Gunaah toh hua hai, ye ishq hua hai
Main ilzaam hoon (oh, ho-ho)
Idhar aao na, idhar aao na
Idhar aao na, idhar aao na
Idhar aao...
Credits
Writer(s): Manan Bhardwaj
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.