Yeshu Masih De Mujhko Ye Var
Yeshu Masih, de mujhko ye var
Prarthna main karoon umr-bhar
(Yeshu Masih, de mujhko ye var)
(Prarthna main karoon umr-bhar)
Jeewan ye beete sharan mein teri
Chhuute kabhi na ye teri dagar
(Jeewan ye beete sharan mein teri)
(Chhuute kabhi na ye teri dagar)
Yeshu Masih, de mujhko ye var
Prarthna main karoon umr-bhar
Hum bhale-bure sahi, hum sharan hain aapke
Hum bhale-bure sahi, hum sharan hain aapke
Bas lagi lagan humein ik tumhaari naam ki
Jaaga naseeba mila hai ye dar
Prarthna main karoon umr-bhar
(Jaaga naseeba mila hai ye dar)
(Sewa tumhaari karoon umr-bhar)
Yeshu Masih, de mujhko ye var
Prarthna main karoon umr-bhar
Aapki daya bina zindagi bekar hai
Aapki daya bina zindagi bekar hai
Sun raha hai tu meri, ye to tera pyaar hai
Premi ki tu karta kadar
Prarthna main karoon umr-bhar
(Premi ki tu karta kadar)
(Sewa tumhaari karoon umr-bhar)
Yeshu Masih, de mujhko ye var
Prarthna main karoon umr-bhar
Mil gayi sharan teri, ye teri saugaat hai
Mil gayi sharan teri, ye teri saugaat hai
Tu hamesha saath hai, sir pe tera haath hai
Rakhna sada tu daya ki nazar
Prarthna main karoon umr-bhar
(Rakhna sada tu daya ki nazar)
(Sewa tumhaari karoon umr-bhar)
Yeshu Masih, de mujhko ye var
Prarthna main karoon umr-bhar
Aapki lagan mujhe ye asar dikha rahi
Aapki lagan mujhe ye asar dikha rahi
Premiyon se aapke nit mujhe mila rahi
Tu he tu hai dekhoon jidher
Prarthna main karoon umr-bhar
(Tu he tu hai dekhoon jidher)
(Sewa tumhaari karoon umr-bhar)
Yeshu Masih, de mujhko ye var
Prarthna main karoon umr-bhar
Prarthna main karoon umr-bhar
Prarthna main karoon umr-bhar
Prarthna main karoon umr-bhar
(Yeshu Masih, de mujhko ye var)
(Prarthna main karoon umr-bhar)
Jeewan ye beete sharan mein teri
Chhuute kabhi na ye teri dagar
(Jeewan ye beete sharan mein teri)
(Chhuute kabhi na ye teri dagar)
Yeshu Masih, de mujhko ye var
Prarthna main karoon umr-bhar
Hum bhale-bure sahi, hum sharan hain aapke
Hum bhale-bure sahi, hum sharan hain aapke
Bas lagi lagan humein ik tumhaari naam ki
Jaaga naseeba mila hai ye dar
Prarthna main karoon umr-bhar
(Jaaga naseeba mila hai ye dar)
(Sewa tumhaari karoon umr-bhar)
Yeshu Masih, de mujhko ye var
Prarthna main karoon umr-bhar
Aapki daya bina zindagi bekar hai
Aapki daya bina zindagi bekar hai
Sun raha hai tu meri, ye to tera pyaar hai
Premi ki tu karta kadar
Prarthna main karoon umr-bhar
(Premi ki tu karta kadar)
(Sewa tumhaari karoon umr-bhar)
Yeshu Masih, de mujhko ye var
Prarthna main karoon umr-bhar
Mil gayi sharan teri, ye teri saugaat hai
Mil gayi sharan teri, ye teri saugaat hai
Tu hamesha saath hai, sir pe tera haath hai
Rakhna sada tu daya ki nazar
Prarthna main karoon umr-bhar
(Rakhna sada tu daya ki nazar)
(Sewa tumhaari karoon umr-bhar)
Yeshu Masih, de mujhko ye var
Prarthna main karoon umr-bhar
Aapki lagan mujhe ye asar dikha rahi
Aapki lagan mujhe ye asar dikha rahi
Premiyon se aapke nit mujhe mila rahi
Tu he tu hai dekhoon jidher
Prarthna main karoon umr-bhar
(Tu he tu hai dekhoon jidher)
(Sewa tumhaari karoon umr-bhar)
Yeshu Masih, de mujhko ye var
Prarthna main karoon umr-bhar
Prarthna main karoon umr-bhar
Prarthna main karoon umr-bhar
Credits
Writer(s): Amit Singh
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
Altri album
- Lohe Ka Trishul Kamandal Peetal Ka
- Sailputri Mata Ki Katha
- Katyayani Mata Ki Katha
- Maa Durga Ki Katha
- Brahmacharini Mata Ki Katha
- Mahagauri Mata Ki Katha
- Vidhata Ajab Likhi Taqdeer
- O Maiya Main Tumhara Lagta Nahi Koi
- De Meri Baansuri Radhe Tere Kis Kaam Ki
- Sita Kitni Sundar Naar Ramayan Mai Sun Aayi
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.