Khushbu

Woh to ḳhushbū hai hawaon mein bikhar jaega
Masala phuul ka hai ke phuul kidhar jaega

Hum to samjhe thay zaḳhm hai bhar jaega
Kya ḳhabar thi dariya hai utar jaega

Woh hawaon ki tarah urtha phirtā hai
Woh jhonka hai jo aaega guzar jaega

Woh to ḳhushbū hai hawaon mein bikhar jaega
Masala phuul ka hai ke phuul kidhar jaega

Jaane wale ko jane du kehtay hain sayane loag
Hum anjaan thay barson se nadaan thay

Hum se bhi eik khatha huwi kahani ko sab samjhay
Hum bhi hairaan hain, imtehan-i-ishq thi

Hum ne bus tamana ki eik baar un se ghuftugu ho
Yeh jurm bhi humein zindagi bhar tarpaye ga

Woh to ḳhushbū hai hawaon mein bikhar jaega
Masala phuul ka hai ke phuul kidhar jaega

Hum to samjhe thay zaḳhm bhar jaega
Kya ḳhabar thi dariya hai utar jaega

Woh hawaon ki tarah urtha phirtā hai
Woh jhonka hai jo aaega guzar jaega

Woh to ḳhushbū hai hawaon mein bikhar jaega
Masala phuul ka hai ke phuul kidhar jaega



Credits
Writer(s): Parveen Shakir
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link