Umeed
Zindagi kya?
Zindagi kya?
Zindagi kya?
Zindagi kya? kuch kehte umeed hain
Anupam atulya fareed hai
Murshid rab uske mureed hain
Khona sab bus khona na umeed ye
Zindagi kya? kuch kehte umeed hain
Anupam atulya fareed hai
Murshid rab uske mureed hain
Khona sab bus khona na umeed ye
Zindagi kya kuch kehte umeed hai
Umeed hai to mile sab jeene ke tareeqe
Tareeqe wo dhunde paane ko pal khushi ke
Khushi se sab lelo par lena na umeed ye
Haa thik hai jo mila sab thik hai
Seekhen hai kal se fir badle tasveere
Wo aane wale kal ki jo abhi bhi muthi mein
Why chase the herd sab hi unique hai
Manzil unchi to girna hai laazmi
Dhairya, mehnat aur aasha to saath thi
Jo kho di wo bhi to fir kya hi baat rhi
Aasan hoti cheezein sab hote naamcheen
Banana ghar to fir int pe int rakh
Ye dhaud badi lambi pehle ek ek feet rakh
Naa tu alaadin naa jin ki umeed kar
Hai sab possible bus khud mein belief kar
Kaali kismat ko ghisse sab iss aas mein
Kabhi hire se chamkegi jab tak ye saans hai
Kahu satya to yahi saaransh hai
Jeewan ka ant fir hona sab naash hai
Kaali kismat ko ghisse sab iss aas mein
Kabhi hire se chamkegi jab tak ye saans hai
Kahu satya to yahi saaransh hai
Jeewan ka ant fir hona sab naash hai
Zindagi kya? kuch kehte umeed hain
Anupam atulya fareed hai
Murshid rab uske mureed hain
Khona sab bus khona na umeed ye
Zindagi kya? kuch kehte umeed hain
Anupam atulya fareed hai
Murshid rab uske mureed hain
Khona sab bus khona na umeed ye
Zindagi kya?
Zindagi kya?
Zindagi kya?
Zindagi kya?
Zindagi kya?
Zindagi kya? kuch kehte umeed hain
Anupam atulya fareed hai
Murshid rab uske mureed hain
Khona sab bus khona na umeed ye
Zindagi kya? kuch kehte umeed hain
Anupam atulya fareed hai
Murshid rab uske mureed hain
Khona sab bus khona na umeed ye
Zindagi kya kuch kehte umeed hai
Umeed hai to mile sab jeene ke tareeqe
Tareeqe wo dhunde paane ko pal khushi ke
Khushi se sab lelo par lena na umeed ye
Haa thik hai jo mila sab thik hai
Seekhen hai kal se fir badle tasveere
Wo aane wale kal ki jo abhi bhi muthi mein
Why chase the herd sab hi unique hai
Manzil unchi to girna hai laazmi
Dhairya, mehnat aur aasha to saath thi
Jo kho di wo bhi to fir kya hi baat rhi
Aasan hoti cheezein sab hote naamcheen
Banana ghar to fir int pe int rakh
Ye dhaud badi lambi pehle ek ek feet rakh
Naa tu alaadin naa jin ki umeed kar
Hai sab possible bus khud mein belief kar
Kaali kismat ko ghisse sab iss aas mein
Kabhi hire se chamkegi jab tak ye saans hai
Kahu satya to yahi saaransh hai
Jeewan ka ant fir hona sab naash hai
Kaali kismat ko ghisse sab iss aas mein
Kabhi hire se chamkegi jab tak ye saans hai
Kahu satya to yahi saaransh hai
Jeewan ka ant fir hona sab naash hai
Zindagi kya? kuch kehte umeed hain
Anupam atulya fareed hai
Murshid rab uske mureed hain
Khona sab bus khona na umeed ye
Zindagi kya? kuch kehte umeed hain
Anupam atulya fareed hai
Murshid rab uske mureed hain
Khona sab bus khona na umeed ye
Zindagi kya?
Zindagi kya?
Zindagi kya?
Credits
Writer(s): Vivek Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.