Karona Karona

Karona karona Kaam ye karona
Haath, tum hr 20 minute baad fir dhona
Karona karona Yun na darona
Haath, tum hr 20 minute baad fir dhona
Karona karona Kaam ye karona
Haath, tum hr 20 minute baad fir dhona
Karona karona Yun na darona
Agar Jaan hai pyari meri baat sunlo na

Jeeb me sanitizer muh pe mask chahiye hona
Keemti ye jaan laperwahi say na khona
Khaansi cheenkh say drona Afwahon say bacho na
Bheed bhaad say bacho Ghumna band karona
Ghr pe baithay tum raho rashan stack na karona
Jaruri cheezen he lo afra tafri me darona
Khud curfew lagao isolate khud hona
Mushkil ye wakt Sb bachke rahona

1 meter duri rakhna tu puri
Tabiyt khraab Ghr rehna jaruri
Kuch din duri Rakhna tu puri
Na manogay jo baat Sanse maut legi puri

Karona karona Kaam ye karona
Haath, tum hr 20 minute baad fir dhona
Karona karona Yun na darona
Haath, tum hr 20 minute baad fir dhona
Karona karona Kaam ye karona
Haath, tum hr 20 minute baad fir dhona
Karona karona Yun na darona
Agar Jaan hai pyari meri baat sunlo na
Agar Jaan hai pyari meri baat sunlo na

Lakshan kuch aise ye saanson ki bimaari
Bukhar zyada hoga aur badan dard bhaari
Khansi hogi fir boht saansen fulengi boht
Aur niglne me kuch dard hoga har bari
Fir jaana aspataal krwana apni jaanch
Agr na ho ye lakshan kro ghr pe araam
Koi haath aagay bdhaye to kro sirf pranaam
Khao healthy tum khana kro yoga subha shaam

1 meter duri rakhna tu puri
Tabiyt khraab Ghr rehna jaruri
Kuch din duri Rakhna tu puri
Na manogay jo baat Sanse maut legi puri

Karona karona Kaam ye karona
Haath, tum hr 20 minute baad fir dhona
Karona karona Yun na darona
Haath, tum hr 20 minute baad fir dhona
Karona karona Kaam ye karona
Haath, tum hr 20 minute baad fir dhona
Karona karona Yun na darona
Agar Jaan hai pyari meri baat sunlo na



Credits
Writer(s): Brown Born
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link