Waqt Ka Farmaan

Chhede hai... sapna phir...
Kehta hai... chal chalen...
Khoye thhe... kab se...
Roothe thhe... rab se...

Hai nadi tu... raeth main aur waqt ka farmaan...
Chal mujhe le chal na ruke dil ke ye armaan...
Kuchh sahi hai... kuchh nahi par... cheer ke jahaan...
Chal mujhe le chal na ruke dil ke ye armaan...

Hun taiyaar main...
Hai ye waqt ka farmaan...
Hun taiyaar main...
Hai ye waqt ka farmaan...
Hun taiyaar main...
Hun taiyaar main...

Roke hai... dil mujhe...
Thhoda sa... bhi... darr tujhe...
Hoga kal... kaisa...
Jaisa ab hai... waise...

Tede mede se raastey par waqt ka farmaan...
Chal mujhe le chal na ruke dil ke ye armaan...
Kuchh sahi hai... kuchh nahi par... cheer ke jahaan...
Chal mujhe le chal na ruke dil ke ye armaan...

Ik nayaa...
Din nayaa...
Aayegaa...
Phir mujhe...
Raaton me...
Tadpaayega...

Oonchi hai... yeh manzilen... kaise... aasaan ho...

Tu khudi... tu zindagi... tu waqt ka farmaan...
Chal mujhe le chal na ruke dil ke ye armaan...
Kuchh sahi hai... kuchh nahi par... cheer ke jahaan...
Chal mujhe le chal na ruke dil ke ye armaan...

Hai ye waqt ka farmaan...
Hai ye waqt ka farmaan...
Waqt ka farmaan...
Hai ye waqt ka farmaan...

Hun taiyaar main...
Hun taiyaar main...
Hun taiyaar main... hai ye waqt ka farmaan...
Hun taiyaar main... hai ye waqt ka farmaan...



Credits
Writer(s): Abhinav Bansal
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link