Khwaab
Kahaani yeh shabdon ki shabdon se shuru
Zubaan yeh lafzon mei chunu
Sunu, kya khwaab hai kehre yeh mere
Kyu, saath yeh pehre hai le rahe
Yeh lehrein samjhti hai meri azaadi
Sehme se the hum jab mili kala thi
Khabar na zara bhi ki
Aankhon mei naam tha
Jo vo gulaaam, ab rahe asmaano mei ghula hua sa
Savere ki kirno ka putla khulla sa
Batein banane mei hua rama sa toh unko piro ke yeh geet gun gunata.
Mein gaaaney banata hoon din se raat
Jazbaaton se khelu phir khud ke hi saath
Samjhu na samjhi naa mangu saboot
Kyu banna hai cool bhai khudey tu pooch tu
Khudey hi joojh, tu khudey majboor kyu
Tu khudey majboor kyu
Khudsey majboor kyu
Hoon main tere saath, sach honge saare khwaab
Tera, tera hi hai vaas, mujhe dikhta sab saaf
Aankhein kholu teri ajj, pehna du tujhe yeh taj
Aaja fad ke tera haath. Jhoomu toh jude yeh khwaab
Sapne yeh mere jo
Kabhi poore ho ke bhi naa poore ho
yahi meri dua hai
Naam kaam khaaas ho
Jeetu jab mei aaj ko
Maa ki muskaan phir, Naseeb rehmaan
Saath mere kafi yaar dost
Khade sab haath jod
Keemati safar hai yeh
Ameeri toh nakal hai
Jeet se na badti zindagi
Haarne se seekh li
Baasath phir seat li, aath unko bheekh di
Aam sa mein aadmi
Kaam ki koi zaat nai
Baat ko ghumana hai
Yeh saaf unko chaata hai
Jinhone unka chaata hai
Baatu na kisi ko bro
Kuch toh mujhse seekh lo
Bheed se parey chaley jo
Cheel ki tarah udey vo
Kheer ki yeh chaash cheen
Bachpan ka badmaash
Bhagey khilono ke peeche
Saagar, saagar se sapne yeh seenche
Hoon main tere saath, sach honge saare khwaab.
Tera, tera hi hai vaas, mujhe dikhta sab saaf.
Aankhein kholu teri ajj, pehna du tujhe yeh taj.
Aaja fad ke tera haath. Jhoomu toh jude yeh khwaab.
Zubaan yeh lafzon mei chunu
Sunu, kya khwaab hai kehre yeh mere
Kyu, saath yeh pehre hai le rahe
Yeh lehrein samjhti hai meri azaadi
Sehme se the hum jab mili kala thi
Khabar na zara bhi ki
Aankhon mei naam tha
Jo vo gulaaam, ab rahe asmaano mei ghula hua sa
Savere ki kirno ka putla khulla sa
Batein banane mei hua rama sa toh unko piro ke yeh geet gun gunata.
Mein gaaaney banata hoon din se raat
Jazbaaton se khelu phir khud ke hi saath
Samjhu na samjhi naa mangu saboot
Kyu banna hai cool bhai khudey tu pooch tu
Khudey hi joojh, tu khudey majboor kyu
Tu khudey majboor kyu
Khudsey majboor kyu
Hoon main tere saath, sach honge saare khwaab
Tera, tera hi hai vaas, mujhe dikhta sab saaf
Aankhein kholu teri ajj, pehna du tujhe yeh taj
Aaja fad ke tera haath. Jhoomu toh jude yeh khwaab
Sapne yeh mere jo
Kabhi poore ho ke bhi naa poore ho
yahi meri dua hai
Naam kaam khaaas ho
Jeetu jab mei aaj ko
Maa ki muskaan phir, Naseeb rehmaan
Saath mere kafi yaar dost
Khade sab haath jod
Keemati safar hai yeh
Ameeri toh nakal hai
Jeet se na badti zindagi
Haarne se seekh li
Baasath phir seat li, aath unko bheekh di
Aam sa mein aadmi
Kaam ki koi zaat nai
Baat ko ghumana hai
Yeh saaf unko chaata hai
Jinhone unka chaata hai
Baatu na kisi ko bro
Kuch toh mujhse seekh lo
Bheed se parey chaley jo
Cheel ki tarah udey vo
Kheer ki yeh chaash cheen
Bachpan ka badmaash
Bhagey khilono ke peeche
Saagar, saagar se sapne yeh seenche
Hoon main tere saath, sach honge saare khwaab.
Tera, tera hi hai vaas, mujhe dikhta sab saaf.
Aankhein kholu teri ajj, pehna du tujhe yeh taj.
Aaja fad ke tera haath. Jhoomu toh jude yeh khwaab.
Credits
Writer(s): Tarun Kukreja
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.