Bheja Hai Bulawa Tune Sheranwaliye (From "Mamta Ka Mandir")

Bheja hai bulawa tune, Sherawaliye
Bheja hai bulawa tune, Sherawaliye

Bheja hai bulawa tune, Sherawaliye
Bheja hai bulawa tune, Sherawaliye

O maiya, tere darbaar mein
Haan, tere deedar ko main aaunga
Kabhi na phir jaunga

Bheja hai bulawa tune, Sherawaliye
Bheja hai bulawa tune, Sherawaliye

(Sherawaliye, ni mata, jyotaan waliye)
Ni suchiye, jyotaan waliye, laatan waliye

Tere hi dar ke hain hum to bhikhari
Jaayein kahaan yeh dar chhod ke, haan, chhod ke?
Ho, tere hi sang baandhi bhakton ne dori
Saare jahaan se nata tod ke, haan, tod ke

(Sherawaliye, ni mata, jyotaan waliye)
(Pauda, waliye ni, mata laatan waliye)

Ho, bheja hai bulawa tune, Sherawaliye
Bheja hai bulawa tune, Sherawaliye

(Sherawaliye, ni mata, jyotaan waliye)
Ni succhiye, jyotaan waliye, laatan waliye

Foolon mein teri hi khushbu hai, maiya
Chanda mein teri hi chandani, haan, chandani
Haan, tere hi noor se hai naino ki jyotiyaan
Suraj me teri hi roshni, haan, roshni

(Sherawaliye, ni mata, jyotaan waliye)
(Pauda waliye, ni mata, laatan waliye)

Ho, bheja hai bulawa tune, Sherawaliye
Bheja hai bulawa tune, Sherawaliye

O maiya, tere darbaar mein
Haan, tere deedar ko hum aayeinge
Kabhi na phir jaaeinge

Bheja hai bulawa tune, Sherawaliye
Bheja hai bulawa tune, Sherawaliye

(Sherawaliye, ni mata, jyotaan waliye)
(Pauda waliye, ni mata, laatan waliye)

(Ho, Sherawaliye, ni mata, jyotaan waliye)
(Ni suchiye, paunda waliye, ni mata, laatan waliye)



Credits
Writer(s): Aadesh Shrivastava, Kulwant Jani
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link