Aajkal (feat. Rc)

Aajkal main chup sa rehta hu
Aajkal main gum sa rehta hu
Aajkal main rehta hu khud me hi
Vo meri ho sakti nhi
Aajkal main chup sa rehta hu
Aajkal main gum sa rehta hu
Aajkal main rehta hu khud me hi
Vo meri ho sakti nhi

Haan dard hota h jab hume pyar ke badle pyar nhi milta
Dard hota hai jab jise hum pyar krte hain vo yaar nhi milta
Dard hota hai har baat pe dard hota hai halat pe
Dard hota hai hone do thamne k liye haath nhi milta
Haan Sbko apni padi hai
Mujhe uski padi hai jo mere liye pari hai
Kisine kha ye to phuljhadi hai agr
To meri gadi me bhi bete kulhadi padi hai
Koi aankh utha ke dekh na le
Uske samne aake gadi ki break na le
Koi dikhe na uske ghar ke aas pass
Dekh ke dhyan se koi mujhe headache na de ae

Aajkal main chup sa rehta hu
Aajkal main gum sa rehta hu
Aajkal main rehta hu khud me hi
Vo meri ho sakti nhi
Aajkal main chup sa rehta hu
Aajkal main gum sa rehta hu
Aajkal main rehta hu khud me hi
Vo meri ho sakti nhi

Log puchte hain jab tum saath hi nhi the dhruv to dard kis baat ka
Log puchte hain jab tum saath hi nhi the nibhata hai farz kis baat ka
Main kehta hu unka bhi naseeb hai jo saath the kuch pal ke hi liye sahi
Vo to meri kbhi hui hi nhi din raat rehta hai bs dard isi baat ka
Mujhe bhi uske ghoomna tha saath
Mujhe bhi ek do bje tak usse krni thi baat
Haan mujhe bhi saath saath chlna tha
Haan mujhe Hamesha ke liye thamna tha haath
Kisi aur ka nhi bas usi ka
Na hota haan thikana phir meri khushi ka
Par reh gya sab kuch bnke kaash ab
Ye gaana to gaa diya nhi nikalti awaz ab

Aajkal main chup sa rehta hu
Aajkal main gum sa rehta hu
Aajkal main rehta hu khud me hi
Vo meri ho sakti nhi
Aajkal main chup sa rehta hu
Aajkal main gum sa rehta hu
Aajkal main rehta hu khud me hi
Vo meri ho sakti nhi



Credits
Writer(s): Dhruv Kaushik, Rohit Chaudhary
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link