PaKing
Manzil mere samnay
Cheen ne wala koi nai
Hip-hop key mamlay mein
Larr le mujse koi bhi
Saal lagaye hai
Seekh liya sab kuch
Koi agay tau aye
Career uska khudkhusht
Baatein baatein, ye baatein kara lo sab se
Jagay jagay, ab jaggen ge sab sun key
Kon hai upar ya neechay ab sab sun le
Upar KHUDA aur neechay mein betha hun takht pe
Bohat sakht hai, bohat sakht hai
Iss Shah ka mizaaj bohat sakht hai
Jis key naam mein sher aur karam hai
Karay wo raaj, aur talvaar se kalam hai
Waqt hai kuch nai, jab tak meri jaan hai
Akhir tak mehnat, aur yehi mera emaan hai
Samaaj tak sach paunchana mera kaam hai
Ta key fakhar se bolay, YEHI PAKISTAN HAI
Choro ko nai chor na
Busdilo ko phor na
Hukmaraano ko hook maar maar kar tor na
Kaha the sab, jab Zainab royi Kasur mein
Kaha the sab, jab Mashal cheekha kyun mein
Fazool ki laraya, dusro pe charaya
Har koi bana phiray iss mazab ka messiah
Girabaan mein jhaank key pehle dekh lo
Apnay amaal ka daagh pehle kuraid lo
Jab tak ittehad nai aye ga
Tab tak ye ilaan ho ta jaye ga
Tau kaan khol key suno mera peghaam
Aya hun mein, paKING mera naam
Pa-paKING mera naam
Pa-paKING mera naam HAI
Pa-paKING mera naam
Pa-paKING mera naam HAI
Pa-paKING mera naam (Kaun bachaye ga Pakistan)
Pa-paKING mera naam HAI (Kaun bachaye ga Pakistan)
Pa-paKING mera naam (Kaun bachaye ga Pakistan)
Pa-paKING mera naam HAI (Kaun bachaye ga Pakistan)
Kabhi kabhi kyun mujhe ye lagay hum hi
Peechay hai aur sab hi agay barhay aur tab hi sab hi
Ko aye gi hum pe hassi key dekho ye qaum tau phassi
Reh gi aur eik dusro ki nasso ko kaat kaat key ujaar de gi
Ukhaar de gi, hum badbakhto ko maar de gi
Jab tak humari aankhen nai khulen gi
Humari raatein ye rulen gi
Aur ye baatein nai suljhen gi
Jab sab neeyatay dhulen gi
In nafzo se jo bharay ghamand ko
Wo lafz jo jagaye andar ka Manto
Kabu karo apnay beto aur larko pe
Warna kya jawaab den ge wo maut ko
Mainay dekha hai wo samaa
Jab koi rang ya daulat banaye na pehchaan
Koi ungli na uthaye
Koi churi na chalaye
Haat agay barha key eik dusre ko agay le kar jaye
Bus bus bus, bus karo fuss
Fasaad karnay se na ho ga hal
Jo har pal rishtay karay qatal, aur hum jal jal
Key eik dusray se dur huay har pal
Ab waqt hai eik baaghi ka
Banay muhafiz aur thamay ga
Sab key dilo ko jagaye ga
In maray armaano ko uthaye ga
Bola mujhe key tu aisay kar waisay kar
Iskay sahara le key tu aisay chal waisay chal
Bola mujhe key tu kar nai sakta
Bola mujhe key tu haar key marr jaye ga
Lekin mujhe pura yakeen hai apnay Rabb pe
Aur mera hunar eik shola jo niklay lab se
Andar ka jaan nashee jo tha qaid
Nikla ab baahir ye Shayar-E-Azam jo hai Quaid
Han mein! Mein sippa salaar
Jo karay barbaad, ye nakli mazaar
Le kar aja apnay 100 ya hazaar
Demaghi bimaar, mein kar dun ilaaj
Apnay lafz se, jo kabz the ab phatt re
In sab key sarro pe jaisay hai ye Bombay
Meri ye aag kabi na buj paye gi
Aur meri kamyabi bhook in sab ko kha jaye gi!

Hey yo Beast, talk to'em
Whole city behind you O
Let'em know how No Front does this
Hey yo Myca C! (Mikey!)
YEAH! Our boy holding it down
All the way from the 407 to the P-A-K
You already know, we stay ready O
And all of Pakistan should now know, there will only be one paKING
Amen! Amen, No Front

Credits
Writer(s): Osama Karamat
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.