Tu Gaya (Ghar)

Jaana, kaha tha tune
Teri baahon main rahungi main sada
Oh ho Jaana, kaha tha tune
Yeh zindagani kardi hai tere naam

Phir kyun tu gaya
Main toh yeh sochta hi raha
Phir kyun tu gaya
Main toh yeh sochta hi raha

Koi fariyad bhi na rahi
Bas ek ghum hai tera
Maine kiya hai kya

Kyun tu gaya
Main toh yeh sochta hi raha
Phir kyun tu gaya
Main toh yeh sochta hi raha



Credits
Writer(s): Malay Vyas
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link